ankhon SMS Messages477 messages

dar lagta hy humko un aankhon sy jo naqab main reh kar bhi hum par waar karti hain
Mery Lehjay Pa Mat Chonko,Meri Aankhon Mein Mat Jhanko

Yun Hairat Se Na Dekho tm, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon
Aankhon ka hai faraib ya aks e jamal
Hai,
Aati Hy Kyun nazar teri sorat Jagah
Jagah
Mujhe bass itna kehna hai, kabhi main yaad aoon to
Kabhi tanhayee ki raatain, tumhai zyada satayen to
Kabhi titli na bole to, aur jugnu lot jaye to
Kabhi jab dil bhi bhar jaye, Koi jab sun na paye to
Kabhi sab dost saathi bhi jo tum se rooth jayen to
Kabhi jab khud se lad ker thakan se chur ho jao to
Kabhi chahte huwe bhi khud akele roo na pao to
Apni aankhon ko band kerna mujhe awaz de dena
Phir mere tasawwur se jo chahai baatain keh dena
Mere kandhe per sir rakh ker tum jitna chahe ro lena
Jab main khud lout jaon to apni dunya chale jana
Magar bass itna kehna hai
Ke jab bhi dukh ya khusyoon main
Humain dil se pukaro ge
Humain tum saath pao ge.
‘Bholi Si Surat ankhon Mein Masti Dur Khari Ghabraye . .
..
Meri Gaaye . .
..
Ak Jalak Diklaye Kabhi . Kabhi Pardy Mein Chup Jaye,
..
Meri Gaaye . .
..
Mari Nazar Se Tum Dakho To Gosht Hi Gosht nazAr Ayeeeeee. .
.
Bholi Si Surat
.
ankhon Mein Masti
.
Aye Haye,
.
Meri Gaaye..
‘Happy Advance Baqra Eid’
Tere JISM pe main apne JISM Ko rakhon
Tere HONTON ko apne HONTON se MASLON

Tujhe Piyar main itni SHIDDAT se karon k Teri JAAN Nikal jaye
Us DARD se Teri Aankhon se AANSU Jhalak jaye

Tu TAN se or MANN se Sirf meri ho jaye
BADAN se Tere Lipta rahon or Subha ho jaye

SUBHA Tujh se jab main Pochon Teri RAAT ka AALAM
Tu Sharma kar Mere SEENE se Lag jaye.
Anmol ankhon Mein Jo Tahreerain thi

Honton Pe Wo Bol Na Thay

Hum Thay Uss K Payar K Aashiq

Bas Hathon Mein Kashkol Na Thay

Hum Ne Usko Toot K Chaha

Ye Uss Ka Haq Tha

Lakin

Wo B Hum Ko Toot K Chahe

Hum Itne Anmol Na Thay...!


Jagti aankho me ek khuwab aaya,
koi humdard hai mera yeh khayal aaya.
chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya,
kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.
Zamanay k sawalon ko main huns k taal du faraz,
Lakin nami ankhon ki kehti hai “mujhe tum yaad aate ho
nend aati hi nahi aankhon ki dehlizon tk
khali reh jata h aksar ye makan sham ke bad
jb ksi bhule hue dukh pe nazar per jae
ashk ho jate hn aankhon se rawan sham ke bd
suno logon
meri aankhain kharido gey??
mujhey ek khuwab ka tawaan bharna hai
ek esa khuwab tha jo jaagti aankhon ne dekha tha
magar dekhey huwey us khuwab ki tabeer ulti thi
nahi shikwa kisi se,apni he taqdeer ulti hai
jo ab tak ho chuka hai mujhko wo nuqsan bharna hai
ab aankhain bech ker he,
khuwab ka tawaan bharna hai
SUNO LOGON
meri aankhain kharido gey??