ankhe SMS Messages196 messages

Bhar aayi meri aankhen jab uska naam aaya
ishq nakam sahi phir bhi bahut kaam aaya.

hamne mohabbat me aisi bhi guzaari raatein
jab tak aansu na bahe dil ko na aaraam aaya.
.
Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
kaun milaye unn ankhon se ankhen,
suna hai wo ankho se apna bana leite hai..
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Main ijhar mohabat kar ke thak gaya,
Tab pat chala sali yeh toh behri hai...
Agar sansen mehk jaen, Agar ankhen chalak jaen, Agar khuabn ki khuaish ho, Agar phool’n ki barish ho, Agar hanste hoe rone ko ji chahe akele mai, Agar koe dekh kr tm ko, kahen kho jae melai mai, Agar tm pouchne jao k akhir kia haqikat hai, Aur is ka ye jawab aei ” mujhe tm se nufrat hai” Samjh lena MUHBT hai, Samjh lena MUHBT hai.
"Ek idea jo badl de apki duniya..............:P
Agar lyf me kabhi aapse koi mistake ho jaye...
To 2 min. apni aankhen band karke...
.
.
...
.
.
.
.
.
.
.
socho k...
Iska ilzaam kispar lagaya jaye.............................:P:p
Ansu na hote to ankhe itni khubsurt
na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na
hoti,
agar mil jata koi chahne se
to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.
ankhe kyon hui meri num kabhi
sochna,
kyon hua hum pe itna sitam kabhi
sochna,
pyar to hum dono ne kiya tha,
lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.
Jab aankhein nafs ki pasandeeda cheezein dekhnein lagein
to dil anjaam say andha ho jata hai
Hazrat Ali (A.S)
Uski Batein To Phool Hon Jaise
Baki Batein Babool Hon Jaise

Choti Choti Si Uski Do ankhen
Do Chameli Ke Phool Hon Jese

Uska Hass Kar Nazar Jhuka Lena
Sari Shartein Kabool Hon Jaise

Kitni Dilkash Hai Uski Khamoshi
Sari Batein Fezool Hon Jaise

Uski Batein To Phool Hon Jaise
Baki Batein Babool Hon Jaise.
Kissi Ki Ankh Se Sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta

Mandeiron Se Chiraaghon Ko Bhuja Ker Kuch Nahi Milta
Koi Ik Adha Sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai

Hazaron Khawb Ankhon Mein Saja Ker Kuch Nahi Milta
Sakoon Unko Nahi Milta Kabhi Pardes Bhi Ker

Jinhen Apne Watan Se Dil Laga Ker Kuch Nahi Milta
Issay Kehna Ke Palkon Per Na Tanke Khawbon Ke Jhalar

Samandar Ke Kinare Ghar Bana Ker Kuch Nahi Milta
Yeh Acha Hai Ke Apas Ke Bharam Na Tootne Payen

Kabhi Kabhi Doston Ko Azma Ker Kuch Nahi Milta
Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai

Kissi Ke Hijr Mein Neendein Ga’nwa Ker Kuch Nahi Milta
Jigar Ho Jayega Chalni Yeh ankhein Khoon Royengi

Wasi Be Faiz Logon Se Nibha Ker Kuch Nahi Milta.
Us k hath ki kash me wo lakeer ban jaon
Kash me uska muqadar uski taqdeer ban jaon
Me usey itna chahon k wo bhool jaye hr rishta
Sirf me hi us k hr rishte ki tasvir ban jaon
Wo aankhen band kare to aaon me hi nazar
Is tarha me us k hr khawab ki tabeer ban jaon…
Mudat k Baad Dekha usay Bdla Hoa Tha Wo
Najane Kiya Hadsa Hua Sehma Hua Tha Wo
Mujhy Dekh Kar Usne Chehra To Chupa Liya
Magar ankhein Bata Rahi Thi k Roya Howa Tha Wo
Uski Ankhon Mein Dekh Kar Mehsos Hua Mujhe
Meri Tarha Kisis Soach Mein Doba Hua Tha Wo