aftar SMS Messages23 messages

SIMPLE & SMALL Commitments for Ramadan,
.
1.
Think before speaking to avoid lies,badmouth and backbiting.
2.
Don't watch movies/tv just for the sake of passing time.Read the Translation of Holy Qura'an sentence-wise.
3.
Don't waste Dua time by switching on the tv before aftar.It's the best time for acceptance of Dua.
4.
Avoid anger or burning conflicts with people by deferring the issue or immediate resolution.
Remember,you are fasting.
.
RAMADAN MUBARAK....
May Allah enable us to reap Ramadan benefits.Aameen.
aftar k waqt jab rozedar azan ka intezar kar raha hota hai to Allah shaitan se kehta hai,
Dekh mere bandey ko jis ko tu kehta tha nafarman ho ga.
jab tak mera naam is k kano mein nhi parta ye luqma nhi dalta.
is waqt mera banda jo kuch b Duaa kre ga main usko zarur qubul krunga.
SUBHAN ALLAH.
Rozay daro
.
.
.
.
.
.
Halka haath rakhna aftari haay walima nahin
Aadmi sharaab ka glass saamne rakh k Ghamzada betha huwa tha,
Dost aa kar uske sath betha aur uska glass utha kar ek hi ghoont mein pi kar bola:Yaar Q udaas ho ?

Aadmi:Yaar aaj ka to din hi kharaab hai,
Subha BV se jhagra huwa,

Raastey mein gaari kharaab hogayi,

Daftar late pohuncha to Boss ne nokri se nikaal diya,

Girlfriend ko easyload nahi bheja to wo bhi chhor k chali gayi,

Aur ab KHUDKUSHI karne k liye Sharaab mein zeher daal k peeny laga tha to wo bhi tumne pi liya.
(",)/ A! Kya<)) Bolta Tu?_/|_

(.") A! Kya me
<((> Boloon?
_/|_


(",)/<)) Sun!_/|_

(.")
<((>
_/|_ Suna!

Yar Kabhi aftari Pe To Bula!
AAPKI ki aftari

Iftaar Se Pehle

(''.'')
/].[\
_/ \_


Iftaar K Baad

_(''.'')_
/( )\
_!/ \!_

Tauba Tauba!
Insan Bano
Khuda kisi ki muhabbat pe fida na kare,
Agar kare to zindagi bhar judaa na kare...
Bari mushkil me hon
mein kaise izhaar karon
tu to khushbu hai
tujhe kaise giraftar karon....
Usney kaha mujh sey kitna pyar hai, mainey kaha

Setaroon ka bhi koi Shumar hai.

Usney kaha kon tumhain sub se azeez hai,

mainey kaha Dil pe jiska Ikhteyar hai.

Usney kaha kon sa tohfa mein tumhein do,

mainey kaha wohi Sham jo Udhar hai.

Usney kaha saath kab tak nebhao gay,

mainey kaha jitnee Sanson ki raftar hai.

Usney kaha mujh ko yaqeen aye kaise,

mainey kaha mera Naam "AITBAR" hai..
Aaj kuch kami hai tere bagair,

na rang na roshni hai tere bagair,

waqt apni raftar se chal raha hai!

bus dharkan thami hai tere bagair,

na barish hai na dhuaan!

phir bhi dil mai tapish si hai tere bagair,

buhut roka hai baadal ko barsne se!

phir bhi aankhon mai nami si hai tere bagair....
kabhi kabhi kuch sun ne ko dil karta hai
kabhi kabhi kuch samjhne ko dil karta hai
jeene nahi deti ye waqt ki dheemi raftar
har waqt aapse milne ko dil karta hai
Dost ban kar bhi nahin saath nibhaaney wala
Wohi andaz hai zaalim ka zamaaney wala

Ab usey log samajhtey hain giraftar mera
Sakht naadim hai mujhey daam main laaney wala

Kya Khabar thi jo meri jaan main ghula hai itna
Hai wohi mujh ko sardar bhi laaney wala


Tere hotey huey aa jati thi saari dynya
Aaj tanha hu to koi nahin aaney wala

Kya kahen kitney marasim they hamarey us se
Wo jo ik shakhs hai munh phaer kar jaaney wala
Waqt Ki Raftar Key Sath Tu Chalna Seekh Ley
Dard Seh Ker Is Jahan Main Muskrana Seekh Ley

Doosron Sey Shikwa Kerna Or Shikayat Chor Dey
Her Kisi Sey Piyar Kerna Dil Lagana Seekh Ley

Kanch Key Tukrey Parey Hain Zindagi Ki Rah Per
Kanch Key Tukron Pey Chal Ker Tu Bhi Jeena Seekh Ley

Gham Utha Ker Muskrana Kaam Yeh Waliyon Ka Hey
Auoliya Key Naqsh-E-Pa Per Tu Bhi Chalna Seekh Ley

Kis Qadar Insaan Aajiz Hey Zamaney Main Qamar
Doosron Sey Pyar Ker Or Khud Sey Larna Seekh Ley