Tumhari SMS Messages348 messages

sapne aakhir sapne hote hain,
unke poore honeki umeed mat karna....
koi aaye ya na aaye,
tumm apni aankhen nam na karna....
yeh zindagi Tumhari apni hain,
ise kisike liye khudse juda mat karna....!
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge
Sach kehta hoon mere bin bohat pachtaoge
Bardasht ka paimaana hai mera bhi bohat wasi
Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge
Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi
Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge
Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda
Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge
Kardega mera khaloos yeh haalat Tumhari
Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge
Karta hoon intezaar us lamhe ka main
Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
Ye Juday Apni Arzi He Na Dil Mein Is Ka Malal Rakhna
Hamari Ankhon Ne Jo Dekhe He Wo Sare Sapne Bahal Rakhna
Tumhari Sansen Tumhari Dadhkan Hamari Amantein Hein
Hamari Khater Hi Jan E Jana Aapna Khyal Rakhna
Abhi Tum Ishq Mat Krna

Tmhari Umar Hi Kya hay

tumhain Malom hi kia ha

K Jb Ye Ishq Hota Hai

To koi Kitna Rota Hai

Sitary Toot Jaty Hain

Sahary Choot Jaty Hain

Abhi Tum Ne Nahin Dekha

K Jb Sathi Bicharty Hain

Tu Kitna Dard Milta Hai

K Har Fursat K Mousam Mein

Hazaron Gham Ubharty Hain

Hazaron Zakhm milty Hain,

Suno
Abhi Tum Ishq Mat Krna"
Tumhari umr hi kia ha....
Sapny hain
Yadain hain or
bohat kuch..

Tum ho Tumhari
Batain hain or
Bohat kuch..

Nahi chahty hum
Tum ko bhulana..

Magar
Dori hy ek
Majbori hy
Or bohat kuch!
Buhat hi Muddat kai baad kul jub
kitaab-e-maazi ko main nai khola

buhat sai chehrey nazar main utray
buhat sai naamoan pai dil paseeja

ik aisa safa bhi usmain aaya
likha hoa tu jo aansoan sai

kai jis ka unwaan HUMSAFAR tha
jo safa sub sai hi moatabar tha

kuch aur aansu phir us per tupkai
phir us sai aagay main phar na paaya

kitaab-e-maazi ko bund karkai
Tumhari yaadoan main kho giya main

Agar Tu Milta Tu kaisa Hota
Inhi Khyaloan main so gya…
Buhat hi Muddat kai baad kul jub
kitaab-e-maazi ko main nai khola

buhat sai chehrey nazar main utray
buhat sai naamoan pai dil paseeja

ik aisa safa bhi usmain aaya
likha hoa tu jo aansoan sai

kai jis ka unwaan HUMSAFAR tha
jo safa sub sai hi moatabar tha

kuch aur aansu phir us per tupkai
phir us sai aagay main phar na paaya

kitaab-e-maazi ko bund karkai
Tumhari yaadoan main kho giya main

Agar Tu Milta Tu kaisa Hota
Inhi Khyaloan main so gya…
Tumse hi Dosti, Tumhara hi Intezar, Tumhare bina Dil rehta hai
Bekarar,Tumhari yeh Saadgi, Tumhara yeh Pyar, Jeevan bhar na bhool payenge is
Dosti ko
Yaar...
Tumhari In Siyah Aankhoun Main
Meri Zindagi Ki Shama Jalti Hai
Jab Tum Kareeb Se
Meri Taraf Deakhtay Ho
To
Meri Zindagi Se Saansay Aur Barh Jati Hain
Aur Jab
Tum Musuratay Ho
To
Tumhari Is Muskurahat Se
Mera Dil Aur Zor Se Dharakta Hai
Aur Main Yeh Dua Mangti Hoon
Kaash!
KHUDA Karay
Tumhari Aankhoun Ki
Aur Hountoo Ki Muskurahat
Sada Youn Hi Qaim Rahay
Hum mai or tum mai
kab yeh teh huwa tha???
k phir milege zindagi k kisi mord par
kab yeh kaha tha k bin tumhare
na jee sakhainge hum
buhat tarpaye ga yeh hijar ka mosam
yeh sawan aur pat jhar ka mosam
kab yeh teh huwa tha
k sar shaam hi
Tumhari yaad utar aayegi
is dil k aangan mai
AGAR! yeh sab teh nahi huwa tha tu
barso bad guzar jaane k bad bhi
meri wehshoton meri yaadon meri tanhiyon mai
sirf TUM hi TUM kyun hon?
Kar baitha hai dil yaa muhabbat tumse,utni jitni kabhee kisi say nahi ki Jo mujhe tumhara dil kal ko todna pada to, mujhe bewafa na samjhna Baandh ke rakha hai mujhe aaj is duniya aur unke sanskaaron ne tumhare saath baandha daaman khol dun, tu mujhe bewafaa na samjhna In nazron main muhabbat tumhara liya hai, ur hamasha tumhare liya hi rahegi Par ager kal ko tum say nazrein na mila paun, tu mujhe bewafaa na samjhna Dil hi dil main karti ayi hon aik arse say main ibadat sirf Tumhari Kal ko kise aur ka hath thamna pade, tu mujhe bewafaa n
Tumhari hr ada hai monsoon jaise,
kab aaoge kab jaoge na kisiko hai khabar hoti,
pata nahi kab aake garjo ge aur kab aake barso ge,
agr pata hota pehle se ke aaj tum online garaj ne aur barasne wale ho to kab se computer ko khula asman
samjh ke,
internet ko bijli ka ehsas samajh ke aur web.cam. on karke barish ka maza lene ka intezar karte aapko dikhla
dete