Sooch SMS Messages42 messages

"Wo Zehar Daita To Dunya Ki Nazroun Mein Aa Jaata...!


"Kamal Ki Sooch Thi Uss Ki, Us Ny Piyar Kiya Aur Chhor Diya..."
Jab tum namaz nahi parhatey to ye maat Soochoo keh tumhien waqt nahi mila , Balkey ye Soochoo keh aisi kon si khata hui keh ALLAH TALA nien tumhien apney samney khara karna bhi pasand nahi kia.
Tumhari Saalgirah Pe Jaana Kia Bhejoon
Apni Jaan Bhejoon Keh Apna Dil Bhejoon
Phir Soochta Hoon Jaana Kion Na
Tumhare Liye Kee Hui Shopping Ka Bill Bhejoon
ik chota say sapna tha
us sapne mein koi apna tha
us apne mein kuch sakoon tha
jo zindagi ka junon tha
us junoon mein ek rahat thi
jo sirf teri chahat thi
us chahat mein ek andaz tha
jo meri dhadkano ka raaz tha
us raaz mein ek khushbo thi
jo meri Sooch ki justuju thi
us justuju mein ek hararat thi
jo meri khushiyoun ki sharat thi
us shahrat mein mein ek ehsaas tha
k tou jo mere pass tha
us pass mein jo ek araam tha
woh bus sirf ek tera naam tha
ik chota say sapna tha
us sapne mein koi apna tha
us apne mein kuch sakoon tha
jo zindagi ka junon tha
us junoon mein ek rahat thi
jo sirf teri chahat thi
us chahat mein ek andaz tha
jo meri dhadkano ka raaz tha
us raaz mein ek khushbo thi
jo meri Sooch ki justuju thi
us justuju mein ek hararat thi
jo meri khushiyoun ki sharat thi
us shahrat mein mein ek ehsaas tha
k tou jo mere pass tha
us pass mein jo ek araam tha
woh bus sirf ek tera naam tha
is wastay ali ko utara hy apney ghar
koi ali k samnay uff tak na kar sakey
aab tak nishan baqi rakha hy isiliye
devar shak rahey k koi shak na karsakey


Ali k wasf hyn itnay shumar kon karey
yeh kaam tairey hain parwardigar kon karey
yeh Sooch kar na banaya khudaa nay or Ali
Shigaaf kaabey me aab bar bar kon karey
sa manzar hai kahan tak sochon
zindagi main terey baray main kahan tak sochon

Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay
aur main sirf paroosi k makaan tak sochon

Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai
main tujhay Sooch k reh jaaon yahan tak sochon

Loog jis mor per ghabra k bechar jaatay hain
tujh say milnay ka yaqeen ho tu wahan tak
Teray galay main jo banhon ko daal rakhtay hain
Tujhey manaanay kaa kaisaa kamaal rakhtay hain

Tujhey khabar hay tujhey Soochnay ki khatir hum
Bohat say kaam mukaddar pay taal rakhtay hain

Koee bhee faislaa hum Sooch kar naheen kartay
Tumhaaray naam kaa sikka uchaal rakhtay hain
Kabhi is nagar tujhe dekhna
kabhi us nagar tujhe dhondna

kabhi raat bhar tujhe Soochna
kabhi raat bhar tujhe dhondna

mujhe ja ba ja teri justujo
tujhe dhond-ta ho mein ko ba ko

kaha khul saka tere ro ba ro
mera is qadar tujhe dhondna

mera khawab tha k khayal tha
wo urooj tha k zawal tha

kabhi farsh pe tujhe dekhna
kabhi arsh pe tujhe dhondna

teri yaad aie to roo dia
jo tu mil gaya tujhe kho dia

mere silsily bhi ajeeb hain
tujhe chor kar tujhe dhondna
Kal raat janay kiya hoa!!
Kuch dair pehlay neend say…
Kuch ashq milnay aa gaey
Kuch khoab bhi tootay hoey..

Kuch raasta bhatki hoi,
Kuch gard mai lipti hoi,
Bay rabt si Soochain kaee...
Bhooli hoi batain kaee…
Eik shakhs ki yaadain kaee…

Phir dair tak jaga raha
sochoN mai gum baitha raha
ungli say thanday farsh per
ek naam bas likhta raha

kal raat hi wo raat thi
kuch dair pehlay neend say
main dair tak rota raha……
Suno aisa nahi karna

Mai pehle hi akela hu

Muje tanha nhi karna,

Judai aa b jaye to

Ye dil chota nhi karna

Bohat musroof ho jana

Muje socha nhi karna,

Barosa b zarori hai

Magar sub ka nhi karna

Muqadar to muqadar hai

kabi shikwa nahi karna

Meri takmeel tum se hai

muje adha ni karna

suno asa Soocha nahi kerna
Kitne Aziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaya Ho ga.
Mere Yadoon Nay Ussay Khub Rulaya Ho Ga.
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chalki Hoo Gi.
Uss Nay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho Ga
Soocha Hoo Ga Uss Nay Din Main Kaye Baar Mujhy.
Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga.
Jahan Us Nay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi Say
Uss Ki Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga.
Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhy.
Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga.
Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana.
Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga.
Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Tere Halat Ka Sabab.
Tuu Nay Batoon Main Khub Us Say Chupaya Ho Ga.