Sochta SMS Messages80 messages

"veer

jahan bhi msg krunga 5-10 msg ek sath bhej dunga

"wanted"

ek baar jo mene "sms" KRNA shuru kr diya to

uske baad to mai apne "balance" ki bhi nhi Sochta.. "dabbang" hum tumhare mobile me itne sms krenge ki confuse ho jaoge ki konsa padhe or konsa delete kre."ready"duniya me tumhe sab se zyada msg sirf 3 log karenge:i,me, and myself.."body guard" mujh par ek ehsaan KRNA mere msg mujhe re send mat KRNA...
Andhairi Raat K Lamhe Tamam Hone Tak,
Tujhe Hi Sochta Hoon Subho Se Shaam Hone Tak,

Main Aisa Jisam Hoon Jis Ki Rooh Bhi Tu Hai,
Adhuri Zaat Hoon Main Tere Naam Hone Tak,

Teri Aawaz Sun Na Loon To DIL Nahi Lagta,
Tarapta Rehta Hoon Tujh Se HUM Kalaam Hone Tak,

Teri Nazar Ki Keemat Pe Bik Raha Hai Koi,
Use Khareed Le Tu Mehnge Daam Hone Tak,

Ishq Ki Aag Jo Seene Mein Laga Baithe Hain,
Sulagti Rehti Hai Ye Neendein Haram Hone Tak
Rangeen ho tum rangon se bhi ziada,
Smart ho tum sub doston may ziada.
Agar aisa tum Sochtay ho to,
.
.
.
.
.
STUPID ho tum had se ziada.
tu nay mujh say poocha hay, kay mein kesay rehta hon
yeh jo jalta dard sa hay, kesay usko sehta hon
sham dhalay dehleez pay bethay, kya tujhko ab bhi Sochta hon
jab yad bikharnay lagti hay
aur sans attuknay lagti hay
jab sooraj gumm ho jata hay
aur chand bhi jalnay lagta hay
tu khud say poochnay lagta hon
yeh mein kesay rehta hon, dard ko kesay sehta hon.
mein kuch easay rehta hon
tu nay mujh say poocha hay, kay mein kesay rehta hon
yeh jo jalta dard sa hay, kesay usko sehta hon
sham dhalay dehleez pay bethay, kya tujhko ab bhi Sochta hon
jab yad bikharnay lagti hay
aur sans attuknay lagti hay
jab sooraj gumm ho jata hay
aur chand bhi jalnay lagta hay
tu khud say poochnay lagta hon
yeh mein kesay rehta hon, dard ko kesay sehta hon.
mein kuch easay rehta hon
Agar tum ye Sochtai ho
k pori dunia tum se payar karti hai
to aun mein se aik mein bhi hon

Agar tum ye Sochtai ho
k kuch log tum se payar kartain hain
to aun mein se aik mein bhi hoon

Agar tum ye Sochtai ho
k sirf aik banada tum se payar karta hai
to woh mein hoon

Agar tum ye Sochtai ho
k tum se koi nahi payar karta hai
to mein ais duniya mein nahi hoon
Na mein paas usko bula
Saka,
Na mein dil ki baat bata
Saka,
Woh hansi hansi mein
Chal dia,
K mein haath tak na hila
Saka,
Yun hi Sochta rahadur
Tak,
Magar usko kuch na bata
Saka,
Yeh maqam hi tha ajeeb
Sa,
K mein khud ko bhe na bacha
Saka,
Woh juda bhi kaise howa
Ke mein,
Koi rasam tak na nibha
Saka...
"Sochta Hun Aaj Bahon Me Pakad Ke Dal Hi Dun,
Balon Me Fool Gulab Ka"

"Dalte Hi Gir Jata Hai,
Patta Patta Gulab Ka."
rab se aap ki khushi mangtay hain,
duaao mein aap ki hansi mangtay hain,
Sochtay hain kia mange aap se,
chalo aap ki umar bhar ki dosti mangtay hain...!
1-Barish Ko Dekh Kr Kya Sochtay Ho?
2-Ap Ki Zindgi Ki Sab Se Kemti Chez?
3-Acording 2 U Defination Of Dosti?
4-Acording 2 U Defination Of Love?
5-Kbi Ksi Se Sacha Pyar Kia?
6-Chand Ko Dekh K Kya Khyal Ata Hai?
7-Koi Aesa Insan Jo Tumary Hr Raz Se Wakif Ho?
8-1 Din Ki Zindgi Mily To Kya Chaho Ge?
Mainey Din Raat Apney Jisski Yaad Ke Naam Kiye Hain
Woh To Ikk Pall Bhi Mujhe Sochta Na Hoga


Jiski Tasveer Main Har Aik Shae Main Hoon Dekhti Rehti
Ikk Nazzar Bhi Woh Shaks Mujhe Dekhta Na Hoga


Yeh Labb Jo Sada Usska Naam Ley Kar Mangtey Hain Duaian
Mera Naam Bhi Woh To Kabhi Laita Nahin Hoga


Ussey Sadain Daita Rehta Hey Yeh Pagal Dil Mera
Aik Pukar Bhi Kabhi Dil Uska Mujhe Daita Nahi Hoga


Meri Ankhain Dekhti Hain Har Pall Rasta Uska
Woh To Youn Pall Pall Mera Inteezar Karta Na Hoga


Jiskey Liye Mera Bhawla Mann Tarasta Rehta Hey
Shabb-e-Tanhai Main Meri Terah Woh Tarapta Nahin Hoga
Sochta Huun k Usay bhi Neend Aati Ho gi
Ya Meri Terha Faqat Ashk Bahati Ho ti
Wo Meri Shakal Mera Naam bhoolne Waali
Apni Tasweer se ki aaankh milati ho gi
Is Zameen Per bhi hai Sailab Mere Ashko''n Se
Mere Matam Ki Sada Arsh Hilati Ho gi
Shaam Hote Hi Chaukhat pe Jala Ker Shamae''n
Apni Palkon Pe Kai Khuwab Sajati ho gi
Us ne Silwa Bhi Liye Honge Siyah Rung k Libaas
Ab Moharram Ki Terha Eid Manati ho gi
Hoti Hogi Mere Bosay Ki talab Main Pagal
Jab Zulfoon Main Koi Phool Sajati Ho gi
MEre Tareek Zamano Se Nikalne Waali
Roshni Tujh Ko Meri Yaad Dilati ho gi
Dil Ki Masoom Ragain Khud hi Sulagti Hongi
Junhi Tasweer Ka Kona wo Jalati Ho gi
Roop De Ker Mujhe Us main Kisi Sehzaade ka
Apne Bachon Ko Kahani Wo Sunaati Ho gi