Samay SMS Messages28 messages

Wo raato ke neende urane laga hai
Meri khwahisho ko jagane laga hai
Adao ke nahkre dikhaongi me osko
Main ghusse me ziyada sataongi osko
Mere dil me bs wahi hai Samaya
Yeh kya dard dil mere dil me jagaya
Subah shaam mere khiyalo pe chaya
Kaun hai jo sapno main aaya
Wo raato ke neende urane laga hai
Meri khwahisho ko jagane laga hai
Adao ke nahkre dikhaongi me osko
Main ghusse me ziyada sataongi osko
Mere dil me bs wahi hai Samaya
Yeh kya dard dil mere dil me jagaya
Subah shaam mere khiyalo pe chaya
Kaun hai jo sapno main aaya
SHAYAD MANA KA APANA MILAN MUMKIN NAHE PAR ES AAS PAR BANDA HE TUM SA DIL KA RISTAH KA SHAYD JUDAI LAEKHTY Samay DIL BHAR AYA KAT BY TAQDEER KA
Samay Ki Kami Ke Karan Hum Is Saal

\"Dashare Ka Chanda Mobile

Se Le Rahe Hain.Atah Aap Se

Anurodh Hai,

Ki Turant Is No.

Par101 Ka Bal.Dalwa De
Aaj, kal, harpal, har Samay, har vaqt, maheno, salo saal se ek DIL tumhare liye dhadakta tha aur dhadakta rahega aur wo DIL hai ur''s own DEAR.
Raat meri aankho se ek aansu nikal aaya
Maine usse pucha tu kyo aaya
To usne mujhe bataya ki dear!
Koyi in aankho me etana hai Samaya ki
Mai chah kar bhi apni jagah na bna paya.
Tere dil ko chhu ke hawa jo guzre kabhi
Samajh lena humko yaad teri aaye abhi
Humne socha kaise tumko pata chale
Boli hawa," Mein dila ke ehsaas aaye abhi "
Saath tere chalti rahegi yun yeh fiza
Jaise meri dhadkan dil mein Samaye abhi
Dekh ke dewaane tumko hum ho gaye
Nazaron pe meri awaargi hai chaaye abhi
Lag rahi hoon khush mein aaj kyun itna
Lagta hai Uss ne Kismat meri banaye abhi
Samay K Saath Gar Hum Bhi
Badal Jate Tou Acha Tha

Bohat Armaan Thay Dil Main
Nikal Jate Tou Acha Tha

Na Sheeshay K Hi Reh Paye
Na Pathar K Hi Ho Paye

Kisi ache Se Saanche Main
Jo Dhal Jate Tou Acha Tha

Giray Tou Yun Giray Pee Ker
Giraya Sab Ne Nazro’n Se

Zara Larkhara Kar Hi
Sambhal Jate Tou Acha Tha

Wo Hum Se Aise Roothey Hain
K Hum Andar Se Tootey Hain

Kisi Bache K Manind Hi
Machal Jate Tou Acha Tha

Safar Main Ho Koi Saathi
Tou Aasani Si Rehti Hai

Akaile Pan K Zalim Pal
Jo Tal Jate Tou Acha Tha
Miley Kaisey Sadiyoun Ki Pyaas Aur Paani, Zara Phir Sey Kehnaa
Badri Dilrubaa Hai Yeh Saari Kahaani, Zara Phir Sey Kehnaa

Kahaan Sey Chalaa Thaa Judai Ka Saaya, Nahien Dekh Paaya
Kay Rastay Mein Thi Aansoyoun Ki Rawaani, Zara Phir Sey Kehnaa

Hawa Yeh Khabbar Tou Sunaati Rahey Aur Mein Suntaa Rahoon
Badalney Koo Hai Ab Yeh *Mousum Khizaani*, Zara Phir Sey Kehnaa

Mukar Jaaney Waala Kabhi Zindagi Mein Khusi Phir Naa Paaye
Younhi Khattam Kar Lein Chalo Yeh Kahaani, Zara Phir Sey Kehnaa

Samay Kay Samandar! Kaha Tu Ney Jo Bhi, Suna Par Naa Samjhe
Jawaani Ki Nadi Mein Thaa Taiz Paani, Zara Phir Sey Kehnaa
meri rooh main jo uter sekain woh mohabbatin mujhay chahiyain
jo saraab hoon na aazab hoon woh rafaqatain mujhay chahiyain


inhain saetoon ki talash hay jo calenderoon say uter gain
jo Samay k sath guzar gain wohi fursatain mujhay chahiyain


kahin mil sekain to samait la meray roz-o-shab ki kahaniyan
jo ghabaar waqt main chup gain woh hiqayatain mujhay chahiyain


jo meri shaboon ka charagh thay jo meri umeed k baagh thay
wohi log hain meri arazo wohi souratain mujhay chahiyain


teri qerbatain nahi chahiayin meri shairy k mizaaj ko
mujhay fasaloon say doaam day teri ferqatain mujhay chahiyain
Achhi lagi Tumhari baate,
jo chupke se kuchh keh gaye,
TUM to Samaye ho mere sanso me,
Ninde bhi uda rahe ho meri palko se,
TUM to jaan ho mere DIL ki,
Arman ho mere zindagi ki,
jo mehsoos kar raha hun me sadiyon se,
Tumse tumhi ko chura raha hun me chupke se..
From Saawariya Movie
Teri baat hi sunane aaye
Dost bhi dil dukhane aaye
Phool khilte hain to hum sochte hain
Tere aane ke zamane aaye
Dil dhadkta hain safar ke Samay
Kaash phir koi bulane aaye …….