Roza SMS Messages71 messages

Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,

Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,

May Almight Allah bless you with his
blessing in the holy month of Ramadan

Ameen
I''m Shabaan , My Neighbor , Ramazan Told Me That He''s Coming Yo Your House Tommorrow With His Wife Roza And 3 Kids ... Touba , Rehmat And Barkat .... And They Will Return By Wid EID Airways After 30 Days .. Ramazan Mubarak
Duniya Bananay Wale Ki Taraf Se

" Dhamaka Ramzan Offer "

Jannat Mai Plot Book Karvain , Inthai Asan Shrait Pr ,
Sachi Tooba Se ,
Advance Booking KArwain ,
Rozana 5 Namazoon K Installments Jama Karwain ,
Corner Plot K Liye Poore Rozay Rakhien ,
Behtrin Tamirat k Liye Zakat Dain ,

There R Only 7 Days Left ..

Jaldi Karo
Ramazan Mubarak Ho!

* Roza 10 Shaban, 2 Hijri Ko Farz Hua
* Rozay Ki Farziat Ka Hukm Sorah Baqarah, Ayat 183,184 Me Hua.
Shama-E-Hidayt
Bhool Kr Khane Peene Se
Roza Nahi Jata.
*AL HADEES*
Jis Roz.E.Dar Ne Bhool Kr
Khaya Piya, Usey ALLAH Ne
Khilaya Pilaya-
Bahar.E.Sharyat
V-05 Pg-422
Chand Raat

Chand Raat Darasal Allah Ta,Ala Ki

Taraf Say Un Roza Daroon K Ley Inaam Hai,

Jinhoon Na Gunahoon Say Bachtay

Hoey Quran Suna Aur Qayam Kia
Hazrat Mohammad (S.A.W) Ne Farmaya:

Allah Taalah Farmatay Hain,

"Aulaad-E-Aadam Ka Har Amal 10 Guna Bharta Hai Siwaye Roze Ke,

Roza Mere Liye Hai Aur Main He Roze Ki Jaza Doon Ga."

(BUKHARI SHARIF)
Mafhoom-E-Hadees:

"Rozadaar Ka Sona Ibadat Aur Us Ki Khamoshi Tasbeeh Karna

Aur Us Ki Dua Qabool Aur Us Ka Ammal Maqbool Hota Hai."

(Ref: Shob-ul-Eeman)
Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..



Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..





Log Roza Na Torh Den Eid ka Chand Samj kr... =P ;->
Roza 10 Shaban,
2 Hijri ko Farz hua.
.
Roze ki fazilat ka hukam
Sorah Baqrah Ayat 183,184 main hua.
.
Har Cheez k lye Zakat hai
Aur Jisam ki Zakat Roza hai.
Ager Sehri Mai Pani K Last 3 Sips Mai

SUBHAN ALLAH,

AL-HAMDULILLAH,

JAZAKALLAH.

Parh Lia Jae To Piyas Nhi Lagti.

Ap B Yad Rakhain Uron Ko Bhi Btain.

Have a Nice Roza
Marhaba Sad MarhAba Phir Aamd-E-RamzAn Hai

KhiL Uthey Murjhaey D¡L Taza Hua Emaan Hai

Hum GunAhgarOn Pe Yeh Kitna Bara Ehsaan Hai

Ya ALLAH Tu Ne Atta Phir Kar Diya Ramzan Hai

Dosto kAr Lo GunahOn sE Subhi Taoba K Ab

Par Gaey Dukh Pe Taaley Qaid Har Shetan Hai

Do Jahan Ki Nematein MiLt¡ Hain RozedaAr Ko

Jo Nahi Rakhta Roza Woh Bara NadaAn Hai

Ya Elahi To MadeenEy Main Kabhi RamzAn Dikha

MudatOn sE D¡L Mein Yeh Hum Sub Ka Armaan Hai...
Jazak ALLAH