Raah SMS Messages144 messages

Samajhte hai wo ke patthar hai hum,
Unn ko thokar maar jaayeinge,
Wo ek baar keh de nafrat hai hum se,
Apni chahat ki kasam phool ban kar bhi Raah nahi aayeinge.
IS ZAMANE SEY NA HUM KOI GILAA RAKHAIN GAY
DIL LAGAYEIN GAY TO NA SHART-E-WAFA RAKHAIN GAY
NA DIKHAYAIN GAY KABHI DIL PE LAGE ZAKHM
UNHAIN DARD UTHEY GA MAGAR DIL KO DABA RAKHAIN GAY
JAAN DE DAINGEIN AGAR AIK ISHAARA KAR DE
HAM USEY APNE LIYE BHI NA BACHA RAKHAIN GAY
SAB HATA DAINGAY TERI Raah KI RUKAWAT HAMDAM
GHAR KE DARWAZEY KO HAR WAQT KHULA RAKHAIN GAY
UNKI HAR BAAT KO BHOOLEY SE NA BHOOLAIN GEIN KABHI
UNKI YADOON KO BHI SEENAY SE LAGA RAKHAIN GAY
TOOT BHI JAAYEGI UMEED JO TERE AANAY KI "SAQIB"
EK DIYA PHIR BHI HAWAAON MAIN JALA RAKHAIN GAY
ye Dil bohat udas hai
koi pegham hi likh do
tum apna naam na likho
gumnaam hi likh do
meri qismat main
gham-e-tanhaai hai lekin
tamam umer na likho
mager ik sham hi likh do
zarori tu nahi
k mil jai sakoon her kisi ko
sare-e-bazm na aao
sar-e-Raah hi millo
ye janta hon k umer bhar
tanha mujh ko rahna hai
mager pal do pal ghari do ghari
meray naam hi likh do
chalo hum mantay hain k
saza k mustahik hain hum
koi naam na likho
koi ilzaam hi likh do
Sapne toot jate hai, apne rooth jate hai,Zindgi me kaise kaise mod aate hai, magar jab bhi saath ho aap jaise dosto ka, tow Raaho ke kaante bhi phool ban jate hai
Iss pyaase Raahi ko bus thoda paani chahiye
Bahot din bitaye hoop mein bus thodi chhaya chahiye
Pyar tumse hum karte hain bahot bus thoi wafa chahiye
kuch khwab han jin ko likhna ha
tabeer ki surat deni ha
kuch log han ujray dill waly
jinhain apni mohabt deni ha
kuch phool han jin ko chunana ha
aur haar ki surat deni ha
kuch apni neend baqi ha
jisy bantana ha kuch logon main
inn ko bhi tu Raaht deni ha
AA UMAR_E_RWAN
ahista challlllllllll!
abhi khasa qarz chukana ha
Har nazar ko ek nigah ka haq hain,
har Raah ko ek aah ka haq hain.
hum bhi dil le kar aye hain duniya main,
hume bhi ek gunah ka haq hain..
Nadiyon Se Kinare Chhut Jaate Hai,
Aasman Se Tare Toot Jaate Hai,
Zindagi Ki Raah Me Aksar Aisa Hota Hai
Jinhe Hum Dilse Chahte Hai Wahi Humse Rooth Jaate Hai..
Hum Na Samjhe Thay Teri Nazro’n Ka Taqaza Kia Hai
Kabhi Jalwa Kabhi Parda Ye Tamasha Kia Hai

Mujh Ko Madhosh Sa Kr Rakha Hai Teri Aankhon Ne
Werna Saaqi Tere Maikhaane Main Rakha Kia Hai

Dekh Le Laila Tere Majnu Ka Kaleja Kia Hai
Khaak Main Mil K B Kehta Hai Bigra Kia Hai

Ye SuRaahi Sa Badn Le Ker Maire Saamne Na Aa
Main Sharabi Hoon Sharabi Ka Bharosa Kia Hai

Apne Honton Ko Maire Honton Se Chonay Na De
Ek Do Ghoont Se Botal Ka Bigarta Kia Hai
Tum Ager Mujh Ko Na Chaho To Koi Baat Nahi

Tum Kisi Aur Ko Chahoge, To Mushkil Hogi

Ab Ager Mele Nahi Hai To Judai Bhi Nahi

Baat Todi Bhi Nahi Tum Ne Banayi Bhi Nahi

Ye Sahara Bhi Buhat Hai Meray Jeenay K Liye

Tum Ager Mere Nahi Ho, To Paraye Bhi Nahi

Mere Dil Ko Na SaRaaho, To Koi Baat Nahi

Ghair K Dil Ko Sarahoge, To Mushkil Hogi
Tum Ager Mujh Ko Na Chaho To Koi Baat Nahi

Tum Kisi Aur Ko Chaho Gay, To Mushkil Hogi


Ab Ager Meail Nahi Hai To Judayi Bhi Nahi

Baat Tori Bhi Nahi Tum Ne Banayi Bhi Nahi

Ye Sahara Bhi Buhat Hai Meray Jeenay K Liye

Tum Ager Mere Nahi Ho, To Paraye Bhi Nahi

Meray Dil Ko Na SaRaaho, To Koi Baat Nahi

Ghair K Dil Ko Saraho Gay, To Mushkil Hogi
jo us kay chehray pe rang-e-heya thehar jay
to saans, saqt, samandur, hawa thehar jay

wo muskrai to hans hans parhain kai mosam
wo gungunay to bad-e-saba thehar jay

subak khram saba chaal chal parhe jub bhi
hazar phool sar-e-Raah aa thehar jay

wo hont, hont par rakh de agar dam-e-akhar
mujhe gumaan hay kay aai qaza thehar jay

main uski aankh main jhankoon to jesay jam jaon
woh aankh jhapke to chahoon zara thehar jay