Pyar SMS Messages974 messages

"TUM Hi TUM HO"

Hansny Main
Rony Main

Jagny Main
Sony Main

Pany Main
Khony Main

KOYAL Ki Koo Koo Main
Pholon Ki Khushbu Main

Gaaon Ki Gori Main
Aatay Ki Bori Main

ABBA Ki Daant Main
TariQ Road Ki Chaat Main

AMMAA Ki Pitai Main
DiL Pasand Ki Mithai Main

Jhooty Ki Sachai Main
Is DiL Ki Gehrai Main

Pyar Ki Nishani Main
Student Ki Biryani Main

Chai K Hotel Main
7up Ki Bottle Main

Karli K Saahil Main
Or,
Mere MOBiLE Main
"TUM Hi TUM HO''
Main teray Pyar mei,
Pagal hua chhALIAY. .
^

^

^

^

^

^

^

^

^

Iodex maliay kaam te chaliay. . . ;->
Cham Cham Kerdi Raat

Tim Tim Kerde Taare

Na Koi Msg

Na Koi Bell

Ki Gal Ae Pyare

Kyun ?

Paise Mukh Gaye Ne Saarey . . .? ;->
Agar mera naam Jamil hota to pata hai kya hota?

Nahee pata to mein batata hoon.

Hamara Pyar aur ziada Mazboot ho jata.

Kaisey?


Sunno, Tum Haseen mein Jamil

to jab b log hamein dekhtey wo kehtey




"Haseen O Jamil"
Rakhtey hein jo auron k liye Pyar ka jazba























aisey log ziada tar apney ghar walon sey naraz rehtey hein Funny but a bit true
Biwi(Gusse Mein) Tumhare Dimaag Me To Sirf Gobar Hi Bhara Hai...!


Shuhar(Pyar Se) To Phir Itni Der Se Kha Kion Rahi Ho......!!??
a dil wee hazir e sadee jaan wastey,
ik naa ee kafi ee pachchan wastey

sachi dasan te terey nal koi Pyar naee
SMS karney aaan bas tenu sataan wastey
merey Pyar kee umar ho itni sanam








tu mar b jaye to,meri khushi na ho kam
Pathan Ro Raha Tha
Admi;Kya Howa?
Pathan"Yara Hum Udas Ha Jis Say Pyar Karta Hay Uska Chumi B Nahi Lay Sakta"
Admi;Kion?
Pathan:Yara Uska Shave Boht Chubta Hay
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey Pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,



Koi jaaye aur Pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey Pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,



Koi jaaye aur Pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
Dil k arman naliyoon mein beh ghaye,
tum jahan par they waheen par rah ghaye,

Pyar k qisssey adhoorey reh ghaye,
us k ghar waley tujh ko changhard keh ghaye