DIL HAI K MUSALSAL YEH DUA MANG RAHA HAI
Phir SAY SAFAR E KERB-O-BALA MANG RAHA HAI
SHABEER a.s K MAQTAL SAY ABHI TAK SAR-E-MOMIN
SAJDON K LIYAY KHAK-E-SHIFA MANG RAHA HAI
jo Noor Bikhra hoa hay ba Sorat Aayat
Badan Ki Sorat Mai Hota Tu aik wali Hota !!
Ali haroof main hotay tu aik Quran hotay !!
agar Quran jisam mai hota tu Phir ALI
Mazahar_e_sanat_wahadat ko Ali(a.s) kahtey hain
Waris_e_ilam_e_nabwat ko Ali(a.s) kahtey hain
Sun k farman_e_mohamad(saw) Phir kaha hum ney
Hum to ALLAH ki ibadat ko Ali kahtey hain
Jis ne Mun Mora Mushkil Kusha Se
Door Hogaya Phir WO Khuda se
Jis Ki Wabastagi Hi Nahi Hai
Ab Bhi Darwaaza e Sayyida Se
Dehr Me Darbadar, Zindagi Bhar
Thokerain Yuhin Khata Rahega
Tamanah yeh mere ta umar-e- zindagi rahe gi
Her namaz main bas yehi dua Allah kay guzar rahe gi
Shamil mujhe karley MOla apni foj main
Phir dekhna kis Munkir-e-Ali(A.S) ki garden dhar per rahe gi
Karunga khul ke Tabbarra Ali Ke Dushman Par
Furoo e Deen ka Yehi Hisab Hai Kia Kea Jaye
Jo Rokta Hai Tabbaray Se Uske Ayy Mola
Laga Do Aisa Tamacha ke Phir Maza aaayee
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
Phir usse zoo ka khayal aaya hoga...