Pehchan SMS Messages58 messages

Chahat Wo Nahi Jo Jaan Deti Hai
Chahat Wo Nahi Jo Muskaan Deti Hai

Ae Dost Chahat Wo Hai
Jo Pani Mein Gira Aansoo Pehchan Leti Hein
Meri Pehchan bas naam hi sahi,

yaad na aaye tumhe itne badnaam to nahi.

hume bhul jana majburi hi sahi,

magar sachmuch bhul jao ye zaruri to nahi
Kisine Na Samjha Hume
Kisine Na Jaana Hume
Aapse Ki Mohabbat
Aapne Bhi Na Pehchana Hume

Us Khuda ka shukar ha
Qaid-e-Adem se khalasi di
Or....... Mere Wajood ko zahir kiya
Or....... Mujh ko Hadayat ki
Or
Apni zaat ka Irfan mere Dil mein Naseeb kiya
Yahan tak...........
Ke mein ne Us ko Pehchan lia
Or Dekh Liya......!!
Mujh se Wo Aksar Kehti Thi.

Meri Bus Itni Khuahish Hai.

Kuch Aisay Pehchani Jaon.

Aap K NAAM se Jani Jaon.
Har Tarah K Jazbat Ka Elan Hain Ankhen.
Shabnam Kabi Shola Kabi Tufaan Hain Ankhen.
Ankhon Se Bari Koi Tarazu Nai Hoti.
Tulta Hai Bashar Jis Mai Wo Mezan Hain Ankhen.
Ankhen Hi Milati Hain Zamanay Mai Dilon Ko.
Anjan Hain Hum Tum, Agr Anjan Hain Ankhen.
Lab Kuch B Kahen Is Se Haqiqat Nai Khulti.
Insan K Sach Jhot Ki Pehchan Hain Ankhen.
Ankhen Na Jhuken Teri Kisi Ghair K Agay.
Dunia Mai Bari Cheez Meri Jaan! Hain Ankhen..
Lab kuch bhi kahe is se hakiqat nahi milti.
Insan ke such jhoot ki Pehchan hain aankhain.
meri rusvai my shareek ha barabr ka tu
mery kissy mery yaroo ko sunato kya ha
pass reh kr b na Pehchan ska tu muj ko...............
door sy dekh kr ab hath ko hellata kya ha
ma tera kuch b nai mgr itna to bta
dekh kr mujy tery zehan my ata kya ha!!!!!!!!!!!!!
Wo konsa waqt hai jab bap betay ko, beta bap ko
maa beti ko, beti maa ko
bhai bhai ko
dost dost ko
nahi Pehchanay ga
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aftari Ka Time... ;->
(Naqqalo) se Hoshi''yar

Asli SMS Ki
Pehchan

Apun ka sms

Har sms anokha, naya & Internatinol mayar k mutabiq.
Purany, ghisy pitay, Byhoda, Bazari SMS se parhez kijye,
Tabyat zyada bor ho to hamare Num
Pr 100 Rps Send karen or 999 asli SMS
or1000 Rs. Mai 1 saal tk sms
Receve Karen
Shukria:-)
Santa: Ghar ka saara keemti samaan chhupa ke rakh do, mere dost aa rahe hain.
Jeeto: Kyon! Aapke dost chura lengey? Santa: Nahin, Pehchan lengey.
Santa: Ghar ka saara keemti samaan chhupa ke rakh do, mere dost aa rahe hain.
Jeeto: Kyon! Aapke dost chura lengey?
Santa: Nahin, Pehchan lengey.