Papi SMS Messages3 messages

Ye baat samajh me aayi nahi,
Aur mummy ne samajhai nahi.

Mai kaise mithi baat karu?
Jab mithi chiz koi khai nhi.
Ye chand kaise maamu hai?
Jab mumy ka wo bhai nahi.

Kyu lambe baal hai bhaalu ke?
Kyu usne triming karai nahi.
Kya wo bi ganda bachha hai?
Ya jungle me koi naai nahi.

Nana ki biwi jab nani hai,
Dada ki biwi jab dadi hai.
Papa ki biwi kyon Papi nahi?

Samundar ka rang kyu neela hai?
Jab neel kisi ne milai nahi.
Jab school me itni neend aati hai.
Toh kyu bed waha rakhwai nahi?

Ye baat samajh mein aayi nahi
Aur mummy ne samjhai nhai.

''Agar “Punjab” ki larkiyaAn Papita bechti to larkon ko bahut faida hota.
Kyun k larkiyon ko ye aawaz lagani parti:
.
PAPPI TAY LAY LO,
PAPPI TAY LAY LO..''
Kaash Ladkian Papita Bechti Hoti To Ladkon Ko Bohut Faida Hota
Puchho To

Woh Kaise?

Ldka Ldki Se Kehta

Hello Madam

-

-

PAPPI TA DO