Girl:
Na cher larkiyon ko paap hoga.Kal tu bhi kisi haseena ka baap hoga.
Boy:
Dua Karta hn k teri ye baat sachi ho.Jo mjhe Baap kahe wo teri Hi Bacchi ho
Ek Bachay Ne Apni Maa Se Pocha K Insaan Ki Nasal Kahan Se Start Hui,
Mom: Matti Se,
Bacha Mutma-En Na Hua.
Phr Apny Baap Se Yehi Question Kia To Jawab Mila:
"Bandar Se"
Bacha Phr Mom K Pass Aya Or Bola Papa To Ye Keh Rahay Hain.
Mom: Haan To Unho Ne Apni Btai Hai.