Nishan SMS Messages91 messages

Us Aakhri sham Us nE mere Hath apnE Hatho mE le kar kaha tHa,

sunO!

TumHara hatH bohaT garam Hai..
aur yE waFa Dar loGo ki Nishani HaI,
Us sham MaiN BoHt KhusH tHa..
Itnaa kHush..
k!!

main Ye bhi Bhool Gaya..

K..

"Us sham Us key Hath Kitne Sard thy"
!!!!!
ApniAankhon K Sabhi Ashk Baha Ker Sona
Tum Meri Yaad Ka Har Deep Bujha Ker Sona

Ek Sitara Bhi Mere Khyaal Ka Baqi Na Rahe
Chaandni Shab K Nishanat Mita Ker Sona

Darr Lagta Hy Neend Hii Kahin Cheen Na Le
Tera Har Roz Mere Khwabo''n Main Aa Ker Sona

Baad Main Tou Log Gira Denge Koi Baat Nahi
Har Tara Pyar Ki Deewar Utha K Sona

Subha Hote Hii Tere Sheher Se Jana Hy Mjhe
Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Ker Sona
Suno Ge To Ro De ge Yeh Meri Kahani Hai
Kyun Bataon Anjam-e-Ulfat Yeh Meri Kahani Hai
Halat Jo bhi Hon Hum Usey Chahain Ge
Kyun Likhon Bura Usko Ye Meri Kahani hai
Dard mujhe hai to wo Bhi To Beqarar hoga
Mein Hon Bechain To Wo Bhi Bimaar hoga
Ise Pagal Pan Samjho Yaa Dewangi Meri
Kyun Likhon Usey Khud Se Juda Yeh Meri Kahani hai
Raton ko Kerwatain Badalna Mera Nishani Hai Mohabbat Ki
Wo Bhi Ginta Hoga Tare qasam KHUDA ki
Mohabbat Badnam hai Iss Liye Mujh Pe Yeh Ilzam Hai
Kyun Likhon Usey Herjai Ye Meri Kahani Hai
Hasret Se Dekhna Tasveeron Ko Uski Ajab Nahi
WO Bhi Chahti hai mujhe iss mein tajub nahi
Raahain Juda Hain To Kia Hua Manzil Ek Hai
Kyun na Likhon "Kaash" Hamsafer Usey Apna Ye Meri kahani Hai
Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say
Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay say
Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say
Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bana’nay say
Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say
Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say
Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar Nishanay say…!!!
mere chere per ye jo Nishan se kbi ansu guzrte the yahn se faqt teri zra c aik han mera ser ja laga hain asman se sbi insan payher ho gay hain ab in me aey gi dharan kahan se ameer karwan aisa mila hai jo rasta pochta karawan se muje ab aa gya hai ishq karna me lar skta hon ab sare jahn se phr inki b kami mehsos hogi uta mt khushk pate gulistan se abi sultan me hai jan baqi kahan jay ga tere aastan se
Wo kehti hai k mujhay tum say muhabbat nahi
Tu batao phir
Wo mujhay apni rooh mein utarti kyou hai?
Wo mujhay apnay andar samati kyou hai?
Meray janay par roti kyou hai?
Mein rooth jaon manati kyou hai?
Tu batao phir
Kya yeh muhabbat ki Nishani nahi?
Kya wo mujh say muhabat karti nahi?
Apni aankhon se sabhi ashk baha kar sona, Tum meri yaad ka her deep bhuja kar sona, Ek sitara bhi mere khyal ka baqi na rahy chandni shab k Nishanaat mita kar sona,
dar lga rehta hai neend hi kaheen cheen na ly,
Tera her roz mere khuaab men aakar sona,
Baad main log gira bhi den to koi baat nahi
her taraf piyar ki deewar utha kar sona
Subha hoty hi tere shehar se jana hy mujhy
Aaj ki raat zra mujh ko Mana kar sona.....
Apni Beeti Hui Rangeen Jawani Dega,
Mujh Ko Tasveer Bi Dega To Purani Dega.

Aadatein Milti Hein Sooraj Se Bohat Kuch Uski,
Waqt-e-Rukhsat Bi Wo Ik Sham Suhani Dega.

Mere Maathe Ki Lakeeron Mein Izafa Ker K,
Wo Bi Maazi Ki Tarha Apni Nishani Dega.

Barf Hojayega Jab Mere Lahu Ka Dariya,
Tab Kahin Ja K Wo Mojon Ko Rawani Dega.

Maine Ye Soch K Boye Nahi Khuwabon K Darakht,
Kon Jangal Mein Lage Pair Ko Pani Dega..? O_o
Dukh Dard me haDukh Dard me hamesha mesha Nikaly Tumhare "KHAT"
Aur Mil gai Khushi tou Ushaly Tumhare "KHAT"

Sab Chooriyan Tumhari Samandr Ko Sonp Diin
Aur Kr Deye Hawa k Havaly Tumhare "KHAT"

Mery Lahoo me Goonj raha he Her ek Lafz
Maine Ragoon k Dasht me Paaly Tumhare "KHAT"

Yun tou hen Beshumar Wafa Ki Nishaniyan
Lekin Har Shaye Se Niraly Tumhare "KHAT"

Parwa nahe Mujhy kisi Chaand Ki Wasi
Tareek zindagi me Hen Ujaly Tumhare "KHAT"
men ksi aor ka hon itna bta kr roya,
wo mjy mehndi lgay hath dikha kr roya,
umr bhr ki judai ka khyal aya tha shahid,
wo mjy pas apny der tak bitha kr roya,
khat,kitaben wo pyar k tuhfay,
mohbat ki sub Nishanain jala kr roya,
tmhari de hoi sub chezeen utar le gyen,
wo mjy saij pe sajy zevar dikha kr roya,
ab k na sahi zror hashr men milen gay,
yakja honay k dilsay dila kr roya,
mjse ziada bichrnay ka ghum usy tha,
wqte rukhst wo mjhy senay se lga kr roya,
Daagh-e-Sajood ager teri Peshani pey huwa to keya,

Koi aeysa SAJDA bhi ker k Zameen pey Nishan rahey.
use kaho ub nahi aya jaye ga teri shahr ki tarf..

qadmon k Nishan na milne per rota raha hon main...