Mar gay SMS Messages55 messages

jakham itne gehre hai izhar kya karen,
Hum khud nisana ban gaye hai waar kya karen,
Mar gaye hum magar khuli rahi aakhe,
ab is se jyada unka intjaar kya karen
Itney qareeb say guzar kar gaya hai
Andaaz be rukhi kay num kar gaya hai
Mayat pe mari kharay ho kar anjaan bangaya hai
Kehta hai logon say yeh kon Mar gaya hai
Aana mari kabar par aur parna phir Fatiha
Aur phir muskara kar keh dena acha howa Mar gaya hai.
Kabhi dil na mera liya hota
Ya wada hi na kiya hota
Dena mujhe jo zakhm tha
Itna gahra to na diya hota

Kiska gunaah kahain isko
kis kambakht se gila hota
hota khuda hi meri taraf
ya sanam na bewafa hota

iska bhi koi hisaab hai
rishta koi to raha hota
Jab ashk hi bahe the to
ye dil bhi bujh gaya hota

"Meri aah sun ke wo bola
GHam-e-zikr kyun kiya hota
dard-e-dil ku''redne se to
behtar tu Mar gaya hota"
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do

Buhat bewafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!

Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do

Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do

Mar gaye auroon kay liye ham yaara
Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do....
pehlay se ab wo rang ,wo melay kidhar gaye
hoti thi jin se dhoom wo jazbe hi Mar gaye

aankhon ka noor, dil ka ujaala bhi lay urray
hum ko to apne dost hi sunsaan kar gaye

haaye wo chhaaon ddaaltay chhatnaar kia huay
haay wo paaon choomtay daryaa utar gaye

ik lamha teri yaad se ghaafil huay thay hum
ik lamhay main hi kitne zamaanay guzar gaye

koi na shab ki tergi main saath de saka
kuch de gaye farayb to kuch yoonhi dar gaye

hum reh gaye hain SHAM jo tanha to gham nahi
kab ehl e dil k saath bhala kam nazar gaye
AMANAT..

Dil Ki Basti Bikhar Gayi Hoti
Ke Rooh Ke Zakhm Bhar Gaye Hote...
Yeh Zindagi To Aap Ki Amaanat Hai Warna
Hum To Kab Ke Mar gaye Hote..
be Shak Nibha Sake Ga Na Wadey Kie Howe

likin Yeh Dil Wafa Ke Irade Kie Howe


may Janta Hoon Dost Ke Rasmo Ke Khil May

pore Na Kar sakoge Tum Wade Kie Howe


sachai Ki Jhang May Hara Hoon is Liye

har Dost Samne tha Peyade Kie Howe


chahonga Youn K De Ga Zamana Meri Misal

eik Shakhs Mar gaya Irade Kie Howe.....
Roe is qadar wo meri laash sa lipth ker faraz...

agar is bat ka pata hota to kab ka Mar gaye hotay..
Kat ti naheen hay gham ki raat
A k thair gayi hay kiya
Nind to khair so gayi
Mout bhi Mar gayi hay kiya

Jalte hain armaan
Mera dil rota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay

Koun mere tuute dil ki
Faryaad sune
Aaj meri taqdeer ka
Maalik sota hay

Ayi asi moj k
Sahil chuut gaya
Warna apni kashti
Koun dubota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay
Sara hi shehar us k janazey main tha shareek,
Tanhaiyon k khoof se jo shakhs Mar gaya....!
Mujhe seene Se Lagne Wala Koi Nahi !! Agar Rooth Jaon Tu Manane Wala Koi Nahi !! Ye apne Zidi Kab se Ho Gey !! Agar Mar gaya Tu Kafan Pahnane Wala Koi Nahi !!
kua mile ga tujhe bikhrey huye khuwabon k siwa.
rait pe chand ki tasveer banane walay.
maikaday band huye,dhund raha hun tujhko.
tu kahan hai mujhe aankhon se pilaney walay..
Mar gaye hum to ye qutbay pe likha jaye ga.
so gaye aap zamanay ko jaganey walay.
dar-o-diwar pe hasrat si barasti hai"qateel".
janey kis dais gaya saath nibhanay walay.