Main SMS Messages3698 messages

You are far away,
but yet your love reMains,






I can feel it all around.
It embraces me and holds me tight,






night after night.
Tum Bin Guzar To Jayegi Zindigi
Per Main Jee Na Paaoongi Tum Bin
Hazaroon Sitaron Ki Bheer Main Bhi Dekho
Yeh Chaand Kitna Tanha Hai Tum Bin
Rahon Kahin Bhi, Kisi Kay Sath Bhi
Per Main Hamaisha Udaas Hoon Tum Bin
Maana Chiragon Ki Roshni Main Hoon Main
Per Meri Zindagi Main Andhaira Hai Tum Bin
Baharon Ka Mousam To Hai Gulshanon Main
Per Pholoon Main Khushboo Nahi Hai Tum Bin
Iss Hansi Ke Kehkahon Main Dekhoo
Mera Dil Ro Raha Hai Tum Bin
Mera Sub Kuch To Tum Ho
Main To Kuch Bhi Nahi Hoon Tum Bin
Udas tuje dkhne se phle ye ankhen na rhen,
Khafa ho tu mujhse to ye sansen na rhen.
Agar gum hi du tuje to teri zndgi mein,
Main kya meri yaadein bhi na rahen.
Raat meri aankho se ek aansu nikal aaya
Maine usse pucha tu kyo aaya
To usne mujhe bataya ki dear!
Koyi in aankho me etana hai samaya ki
Mai chah kar bhi apni jagah na bna paya.
Khel kar yun ungaliyon se baalon me,

Aur uljhaao na sawaalon Main.

Padhne waale to padh hi lete hain,

Dil ki sab daastan rumaalon Main.

Gar haqikat Main na hue haasil,

Milne aaoge naa khayaalon me?
Door ho gaye par bhulaya nahi hai..
Ehsaash tere hone ka abhi dil se mitaya nahi hai..
Jis din se gaye ho mujhe tanha kar ke..
Teri kasam .. Maine theek se muskuraya nahi hai..
Kaise intehaan yeh zindagi ne liya hai
Badla kaisa yeh meri aashiqi ne liya hai
Yeh jo range udasi hai, mere aangan Main yaaron
Yeh taufa Maine yaadon ko chandni se liya hai
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya
Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya

Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil Main kis nay jagaya

Mehfilon Main kahin bhi maza na raha
Rakha dil pay pather to khud ko sajaya

Baat bay baat apni aahain daba ker
Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya

Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki
Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya

Kya muqadar say shikwa kertey rahain
Jo qismat Main tha wohi kuch to paaya

Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain
Kay saaya-e-manzil nazar Main na aaya

Apnoon nay palat kay daykha tak nahin
Ghairon nay aaker galay say lagaaya
sa manzar hai kahan tak sochon
zindagi Main terey baray Main kahan tak sochon

Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay
aur Main sirf paroosi k makaan tak sochon

Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai
Main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon

Loog jis mor per ghabra k bechar jaatay hain
tujh say milnay ka yaqeen ho tu wahan tak
Chahat ki mehfil Main bulaya hai kisi ne,
Khud bula ker phir sataya hai kisi ne,
Jab tak jali hai shama jalta raha parwana,
Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne

Armaan mere raiza raiza hogaye hain,
Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne,
Aag lagi hai dasht Main koi kiya bhujaye ga,
Dil is tarah say aaj jalaya hai kisi ne,

Dil rota hai raat bhar yaad kar k kisi ko,
Is tarhan ulfat Main zakham khaya hai kisi ne,
Sangdil jo tha aaj woh bhi ro parha
Us ko bhi tarpaya hai kisi ne
Safar tanha nahin karte
Suno aesa nahin karte

Chalo tum raz ho apna
Tumhain afsha nahin karte

Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte
Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte

Jo bas jata hai dharkan Main ussey bhula nahin karte
Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey

Jo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karte
Suno yadain sataingi magar roya nahin karte

Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …

ager or jeete rehte tu yehi intazar hota
kahoon kiss se Main k kia hai …
shab-e-ghum bori bala hai
mujhe kia bora tha marna ..
ager aek baar hota

yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota ..

koei mere dil se poche
tere teer neem kash ko
yeh khalish kahan se hoti ..
ju jiger k paar hota
tere wade per jiye hum..
tu yeh jaan jhot jana ..
k khoshi se mar na jate ager etbaar hota ..

yeh na thi humri kissmat k wisaal-e- yaar hota

yeh kahan ki dosti hai ..
k bane hain dost saqi ..
koi chehra saaz hota ..

tu yeh na ghumm saath hota