Aye mavia mardood tu naakaam hogaya
Duniya Main zikre Aal-e-Nabi aam hogaya
Meray Hussain per hain Durodon ki barishain
laanaaat teray yazeed ka anjaam hogaya
Kisi bhi Bazm-e-Mahfil Main jana Ali Ali kahna
Wajood apna batana to Ali Ali kahna
Farishte tum se karain jo sawal Turbat Main Koi jawab na denaa Ali Ali kahna
ALI ky hain wasf itnay kay shumar kon karee
ye kaam he PARWADIGAR tera or kon karee
tee soch kar na kiyee KHUDA ne paida or ALI
kay shigaf KABBAY Main kon baar baar karay
Har ibadaat hay meri yad e ali k saye me
kat rahi hy zindahi aulaad e ali k saye me
Moot khud mamoor hy meri hifazaat k liye
har ghari rehta hun Main nad e ali k saye me
Khushi ki bazm Main bhi ghum talaash kertay hain,
Dil-e-BATOOL s.a ka marhum talaash kertay hain,
Maza mila hay aazaa-e-HUSSAIN a.s se itna,
Hum eid Main bhi muharram talaash kertay hain
Ye Aitbaar Meri Zindagi Ka Haasil Hai
Ibaadaton Ke Safar Ki Hussain Manzil Hai
Namaz Main Bhi Tasavvur Hussain Ka Rakho
Ya Ye Kaho Ke Nabhi Ki Namaz Baatil Hai
Tamanah yeh mere ta umar-e- zindagi rahe gi
Her namaz Main bas yehi dua Allah kay guzar rahe gi
Shamil mujhe karley MOla apni foj Main Phir dekhna kis Munkir-e-Ali(A.S) ki garden dhar per rahe gi
aale nabi ka zikr tha jin wakiyaat Main who wakiyaat miltey nahin hai Deeniyat Main jin par fakeer bheek bhi mangtey nahn
woh naam shamil hogaye islamiyat Main
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki
Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki
Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai
To Yaad DilaDunga Jung Haider-e-Karrar Ki
Aye Jhoot Ke Fatwoon Ki Dukan Kholne Wale
Farman-e-Payumber Ko Na Is Tarah Bhula De
Hum Matam-e-Shabbir Se Ruk Jain Gay Aye Dost
Shabbir-o-Shareeyat Main Zara Farq Bata De