Jiya SMS Messages40 messages

Chand lamho ki zindgani he,
nafarato se Jiya nahi karte,
lagta hai dushmano se gujarish karni padegi,
kyuki dost to yaad kiya nahi karte.
"Potti Remix"

1 tatti, s0u afsanay..

Tatti ki dalali mei m0u kala

0ne tatti a day, keepz d0ct0r away

tatti tatti pe likha hai khanay walay ka naam

Dh0bi ki tatti, ghar ki na ghaat ki

tatti kar darya mai dal.

Tatti in need, iz a tatti indeed..

Ghar ki tatti, g0bar barabar..
Little red tatti h0od..

Tatti na kya tOu Phir kYa Jiya..
PANI VICH PATHAR NA MARYA KAR
IS PANI NU KOI HOR VI PEENDA HEGA
ZINDGI THODAE DIN DI HAI HAS KAI Jiya
KAR TENU VEKH KOI HOR VI ZINNDA HEGA
Sanu chad Jiyae ve kalle
thoda ro lain dai
shayad aa javae tera supna
thoda so lain dai
zindgi taa tere bina katni saanu
khavaba vich ta tera ho lain dai
Eik sawal zindagi se kiya karte hain

K hum iss duniya mein kyun Jiya karte hain,

Jab kisi k liye kisi k paas waqt nahin to

loug kyu rishtay bana liya karte hain
Koi to Aisa Hua Kare Jo Mujhe Dekh Dekh Ker Jiya Kare
Jo Meri Khushi Main ho KhusH Sada
Mere Gham Main mera Dukh Saha Kare
Jo UthAy Kabhi Haath wo, Mere Liye Hi Dua Kare
Main bhi To Ek Kitaab Huun
Mujhee Chupke Chupke Parha Kre
Khuda Se Mujh Ko Wo Maang Le
Ho Dua Poori Khuda Kare
Har pal haske Jiya karte hai,

appse har baat kiya karte hai.

app khass ho hamare liye isliye

har pal appko yaad kiya karte hai.
Hadse banke log yahaan mila karte hai
zakhm dene ke hi saaman diya karte hai
roz gir jaati hai deewar tere wadon ki
roz hi hum maut ke saaye mien Jiya karte hai..
Ab Jiya nahee''n jaata...!




Laug theek kehtay hai''n...


Saath marnay waalo''n k...


Khud mara nahee''n jaata..


Yeh bhi aik haqeeqat hay...


Chand laug dunya may itnay pyaaray hotay hai''n...


Jo ager bichharr jaaey''n...


Phir Jiya nahee''n jaata...!
Kisi khas ko nazarandaz kiya nhi jata,

jinhe bhul nhi skte unhe yaad kiya nhi jata.

Ye yaadein to sahil hai un lamho ki,

Jin lamho ko dobara Jiya nhi jata.
yaadon ki kimat woh kya jane,
jo khud yaadon ko mita diya karte hain
yaadon ki kimat to unse pucho
jo yaadon ke sahare Jiya karte hain
Zindagi ki udaas raahon per
tu mili bhi ghari do pal ke liye

Main nazar utha kar tarap gaya
Tu nazer jhuka kar chali gayi

Wo waqt bara ajeeb tha aaya
Main zindagi key liye taras gaya

Teri rah mian taktaa reh gaya
Tu apni dhun main guzer gayi

Ye mohabat howi bhi to kesi howi
Main ek pal ko hi mila tum sey
Agley lamhey tu bichar gayi

Ek pal main so khuwaab Jiya main
Aankh khuli to zindagi bikhar gayi

Wo nazrana bara ajeeb tha
Jab mian unmain uljha raha

Or tum nazer bacha kar guzar gayi

Dhoondh raha tha us pal tum main khud ko
ik tum be‘wafa thien jo muskura ker chalbasi ...