Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi
Badi koshish k bad use bhula diya,
Uski yadon ko sine mita diya.
1 din fir uska paigam aya,
Likha tha mujhe bhul jao,
Aur mujhe bula hua har lamha yad agaya