Hisa SMS Messages102 messages

Jab Waqt ne Zindagi se Hisaab maanga,
To humne socha kya Khoya or kya Paaya,
Khone ka to Hisaab na mila,
Yaad raha to bas itna ke Dost ap jaisa bhi payaa
Jahan Ali Hain Wahan Roshni Ki baat Kero

Unhi Ke Ishq Me Ab Zindagi Ki Baat Kero

Farishto Kaisa Hisab Mehshar me ?

Ab aagaye ho to Baitho, Ali Ki baat kero
Karunga khul ke Tabbarra Ali Ke Dushman Par
Furoo e Deen ka Yehi Hisab Hai Kia Kea Jaye
Jo Rokta Hai Tabbaray Se Uske Ayy Mola
Laga Do Aisa Tamacha ke Phir Maza aaayee
Main terai balooon main khona chahta hoon.....

main tere baloon main khona chahta hoon......

per kambakhat tum tail buhat lagati ho .....

her baar pHisal jata hoon............
Aaina dekh kar begana hogaya,
Khud apney husn k dewana hogaya,
MUQABL-e-HUSN mei Hisa lia aap ny bhi,
Auron ko to cup mila per apko jurmana ho gaya
Aaina dekh kar begana ho gaya,
Wo apney he husn ka dewana ho gya
Muqabala husn main Hisa lia ap ne bhi
Auron ko to cup mila mager ap ko jurmana ho gya
Hawa k jhokon ka Hisab kya rakhna,
Jo beet gaya use yaad kya rakhna.
Bus ye soch kar muskura dia humne,
K apni udasi se doosro ko udaas kya rakhna
Mainu Bhul Ja Main Pairin Tere Painda !
Mainu paise nashe naal pyar mere apneyan nu mere te ni aiebaar
Nale mere yarran da bhangg da karobaar
Assin din chipe te sari raat gharon bahar
Fir navan din navin raat, navin kuriyan da saath
Raat gyi, Baat gyi, Kon rakhda Hisaab
Chata awaara main appi muhon kehnda
Mainu Bhul Ja Main Pairin Tere Painda
AtHisa
Aisa
Athea
Awaya
Atoa
Atella
Ayoua
Agooda
Anighta
Aina
Aaa
Anewa
Astylea


Confused
Cant Understand?


Plz Erase First & Last Letter Of Each Word
Hum to wo log han jo
Na kisi k dast-e-shumar mein han
Na kisi ki nigah k Hisar mein han
Yun jeise sadiun ka ho be-ant safar
Sehra sehra phirta koi khak basar
Kya puchte ho kon han hum
Ham to jugnu bi nahi han
K ksi ki ankh mein chamakte
Ham to ansu ki tarhan han
Ankh se tapke or dub gaey
Mohabbat ki aass mein
Garh se nikle or besimt musafat mein
Darbadar phirte huey
Ksi benam shaam ki nazar huwe..
Ak Chand Tanhaa Khila Raha meray Aasman Se Zara Parey
Meray Saath Saath Safar Main Tha Meri Manzilon Se Zara Pary

Teri Justuju k Hisaar Say Tere Khawab, Tere Khayal Se
Mai woh Shakhs tha Jo Khara Raha Teri Chahtoun Se Zara Parey

Kabhi Dil ki Baat Kahi Na thi, Jo Kahi Wo Bhi Dabi Dabi
Mere Lafz Puray to Thay magar, Teri Sama''atoun Se Zara Parey

Tu Chala Gaya meray Humsafar Zara Dekh Murr kay Ek Nazar
Meri Kashtian hain Jali Houe Teray Sahilon Se Zara Parey
Bheegi Palakain
AAnkhon Mein Laal Doray
Dard Say Chlakti Surkhi
Gaaloon Pay PHisaltey Motii
Lub Kaat“te Huwi
Main Aksar Ussay Bari
Mehwiat Se Dekhta hoon
Pagli
Tujhe Kiya Maloom Tujhe Rula Kar
Main Marti Ankhon Mein
iss Jahan ka Husn Dekhta hoon