Haseen SMS Messages129 messages

Ek Artist Se Dil K Darwazay Ki
Tasveer Bananay Ko Kaha Gaya
Uss Ne Bohat Haseen Ghar Banaya
Or Uss Mn Chota Sa Khubsura
Darwaza Lagaya lekin Uss Ka Handle nahi tha~

Kisi ne poocha handle keun nahi lagaya
to woh bola Dil ka darwaza
andar se khola jata hai bahir se nahi
Think It!
Humne jo chaha taqdir se paya,

Taqdir ne hamein Aap se Milaya,

Khush naseeb thy hum ya woh pal tha Haseen,

K Aap jesa dost meri zindgi mein Aya.
Hasan(AS) hai naam Konain ka Dulara hai
Khudaee aik taraf yeh khuda ka pyara hai
Ali(AS) ka noor-e-nazar Syeda(SA) ka lakht-e-jigar
Nabi(SAWW) ki aankhon ka pehla Haseen tara hai
Wo jiska Mansab hi tha Imamat tu Lahja kitna Mateen hoga

Khuda ne Masoom jo banaya wo Ismaton ka Ameen hoga..

Luaab e Sarwar Lahu Ali ka .. BaTOOL ki goud .. Aur husn e Shabbar

yE saari cheezain mila kay socho Hussain kitna Haseen hoga !???
Wo Jis Ka Mansab
Hi Tha Imamat

Tou Lehja Kitna
Mateen Hoga

Khuda Ny Masoom
Jo Banaya

Wo Ismato''n Ka
Ameen Hoga

Lab-e-Sarwar,
Lahuu Ali Ka

Batool Ki Gaud,
Husn-e-Shabbar

Ye Sari Cheezai''n
Mila k Socho

"HUSSAIN" Kitna
Haseen Hoga ...
Tmhen zid hai k main kehdun
Mujhe zid hai k tum kehdo
Mujhe tumse MOHABBAT hai
Kaho mujhse MOHABBAT hai
Nahi ye jante dono
MOHABBAT kab mohtaj hai lafzon ki,baton ki
MOHABBAT tou humari dharkano k saz men shamil
Sureeley geeton ki manind
MOHABBAT yaad ki devi
Jo tanha raat ko aksar ati he ankhon main
MOHABBAT muskurahat hai Haseen nazuk se honton main
MOHABBAT sandli hathon ki nazuk larzishion main hai
MOHABBAT soch ki gehraiyo''n se phot''ti khushbu
Hamesha sath rehti hai
Mosam shabab ka,
Nasha sharab ka,
Parda janab ka or rang gulab ka,
in sabme Haseen , in sabme Lajawab dekho SMS padne wala "Chehara Janab ka."
Kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane
na tumko koi samjhe
Na humko koi jane

Hum kuchh aise nirale hain
Dil jo bhi kahe wo kerte hain
Hum dekh ke jinko jinda hain
Sach kahoon to un pe murte hain
Hum agar hain manchule
To wobhi hain ek Diljule
Jeewan ki raah men jo door chule
Wo yaad karenge humeN
maan ke kuchh bhi

Mana honge hum kahain
aur tum kahin koi ghum nahin
Jayen chahe hum kahin bhi
Yaaden aayengi wohi Haseen
Yaaden jub aayengi
Aise kuchh chhayengi
Beete huwe din raat ki tasweer layengi


kuchh hum bhi pagal hain
Kuchh tum bhi deewane ho
Na tumko koi samjhe
Na humko koi jane
Dard bhari zindagi ka suraag dhondte hai
hai andhera bhut yaha eak chiraag dhondte hai banaye thy tamsha zindagi ko es tarh
ke un mherbaano ka elaaj dhondhte hai koi en andhero main meri dil ki shmma jala de
hum apni badnasibi ka raaz dhnodhte hai hasrat ka aayina ye pather dil se toot gaya
sisho ke en tokdo main apna aaj dhondhte hai maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya
dil ko bhlane ke liye koi Haseen khaab dhondhte hai
Kabhi kabhi meray dil mein khayal ata hai
K zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein
Guzarnay pati tu shadab ho bhi sakti thi
Yeh teragi jo meri zeest ka muqadar hai
Teri nazar ki shuaon mein kho bhi sakti thi
Ajab na tha k mein begana alm ho kar
Teray jamal ki ranaeon mein kho rehta
Tera gudaz badan teri neem baz ankhein
Inheen Haseen fasanoon mein mehav ho rehta
Pukarteen mujhe jab talkhiyan zamanay ki
Teray labon say halawat k ghoont pee leta
Hayat cheekhati pherti barehna sir aur mein
Ghaneri zulfon k saya mein chhup k jee leta
Is new year mai, Lumha Bher ki jo rafakat mil jae muj ko,
Mai apne Subah sham tere naam ker dun, Ager tu mil jae
Buz-me-History mai, Mai apni zindgi ki Haseen shaam tere
naam ker dun.Happy New Year
Yeh zindagi Haseen hai, agar Haseen banaa sako

har ek dhun hai pyar ki agar jo dil se gaa sako !!