Hansi SMS Messages105 messages

Leke hum dusro ki Hansi kya kare,
Jo apni nahi wo khushi kya kare,
Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.
Kon kehta hai larki Hansi to pHansi?.


Musrana to har larki ki ada hai

jo ise muhabbat samjhe wo gadha hai
Har Khushi Ko Har Hansi Ko Har Ache Pal Ko Har Beete Kal Ko Ek Yaad Bana Lo Us Yaad Ko Apne Dil Mei Chupa Lo Us Dil Ko Apna Dost Bana Lo,
Banke Gajra Terey Baalon Mein Bikhar Jaon Mein
Misl-e-Kajal Teri Ankhaon Mein Sanwar jaon Main

Sans Banke Kabhi Nathnoan Se Kabhi Hontoan Se
Hoale Hoale Tere Seeney Mein Utar Jaon Main

Arzo Dil Ki Merey Jaan-e-Wafa Bass Hai Yehi
Terey Hontoan Pe Hansi Banke Nikhar Jaon Mein

Mar Ke Bhi Saath Rahe Teram Bas Ek Iske Liye
Khoon Banke Teri Rag Rag Mein Utar Jaon Mein
sooraj ki pehli kiran khushi dey aapko
doosri kiran Hansi dey aapko
teesri kaamyabi dey aapko
chothi tandrusti dey aapko
itna kaafi hai warna garmi lagey gi aapko.
GOOD MORNING
Aanko me Khushi labo par Hansi,gam ka kahin naam na ho,har SUBAH laye aapke liye itni Khushiya…jiski kabhi sham na ho
good morning....
“Guzri hui zndgi ko kbi yad na kr

Taqdir me jo nhi likha uski faryad na kr

Jo hoga woh hokar hi rahega

Tu kal ki fikr me aj ki Hansi barbad na kr.
Mujh Mein khoshbu basi usi ki hai"

"Jaisay ye zindgi usi ki hai"

"Wo kahin Aas Pass hai Mere"

"Ho na ho ye Hansi usi ki hai"

"Ab to ye khuwab bhi nahi Mere"

"Ab to ye Neend bhi usi ki hai"

"Ya to koi kami nahi Mujh mein"

"Ya phir mujh mein kami usi ki hai'
Meri dunya main beshak andhera rahe
Tere lab pe Hansi ka basera rahe
Phool khiltay rahen tere 4ron taraf
Tere har simt khushbu ka daaira rahe
Zindagi main teri shaam aaye nahi
Ek chamakta damakta saweera rahe
Tu mere sang ho ye zaroori nhi
Bas tu jahan b rahe sirf mera rahe.
Zakhm dil ka kise dikhyen hum
Dosti kiski aazmayen hum
Zabt kARNe ki dal lain aadat
Ghar ki deewar kya uthayen hum
Maslahat ka yahi takaza hai
Jo wo kahte hain maan jaayen hum
Berukhi humse ho nahi saktee
Bhool jayen teri khatayen hum
lab pe rakh kar Hansi dikhawe ki
Dard-e-dil kab talak chupayen hum
Tod dete hain ghar ke log ise
Khwab palkon pe kya sajayen hum.
Kabhi Mujh Ko Saath Lekar, Kabhi Mere Saath Chal Kar
Woh Badal Gaye Achaanak Meri Zindagi Badal Kar

Huye Jis Pey Meharaban Tum Koi Khush Nasib Hoga
Meri Hasaratein To Nikalin Mere Ansuuon Mein Dhal Ke

Teri Zulf-O-Rukh Kay Qurban Dil-E-Zaar Dhuundhata Hai
Wahi Champai Ujaale Wahi Suramai Dhundalake

Koi Phool Bun Gaya Hai Koi Chaand Koi Taara
Joh Chiraag Bujh Gaye Hain Teri Anjuman Mein Jal Ke

Mere Dosto Khudara Mere Saath Tum Bhi Dhuundo
Woh Yahin Kahin Chhupey Hain Mere Ghum Kaa Rukh Badal Kay

Teri Bejhijhak Hansi Say Na Kisi Kaa Dil Ho Mailaa
Yeh Nagar Hai Aainon Kaa Yahaan Saans Le Sambhal Ke
Ek Khushboo Gulab Kay Saath,

Thori Si Hansi Har Baat Kay Saath

Ek Yaad Mulaqat Kay Saath,

Naya Mausam Thori Si Barsaat Kay Saath

Hamaisha Khush Raho,

Meri “DUA” Kay Saath