Sath dil k chaly dil ko Nahin Roka ham ny Jo na apna ta usy toot k chaha ham ny aik dhoky main Kati umar hamari sari Kia bataon k kis ko paya kis ko koya ham ne
wo muhabat hai meri koi majbori to nahi wo mjhy chahy ya mil jay zarori to nahi ya kia km hai k basa hai meri ankho ma wo rahy meri nazro k samany ya zarori to nahi