Guzara SMS Messages46 messages

Nighahen raasta dekhain tumhara lot aao na,
tumharey bina nahi hota Guzara lot aao na,
bichar k yar tujh se zindagi pal pal tarapti hey,
k tum bin ab nahi jeena gawara lot aao na,
mujhey dar hai k in tanha'aeyon mey toot jaoon na,
hey bus teri mohabat ka sahara lot aao na,
tum he to zindagi ho piyar ho dunya hamari ho,
siwa terey nahi koi hamara lot aao na.
Ab is dil se ye gawara nahi hota,
inBOX main koi SMS tumhara nahi hota,
Bhool ker he sms ker diya kero,
Sirf yaad kerne se Guzara nahi hota
Chup Chap Rehtay Hain Wo Aksar
Zulfain B Suna Hay K Sanwara Nahi Kartay
Din Raat Guzraty Hain Un K Be-Chain
To Chain Say Hum B Guzara Nahi Karaty
Defence ka nazara.




liberty ka fawara.




shadi tumhari honi nahi.



karo poondi py Guzara.
Eid ul Azha Mubarak

Dil ki Gehraiyon se
.
.
EID
.
.
.
UL-Azha
.
.
.
.
Ka intezar karein
.
.
.
.
.
Filhal sabzi aur daal per Guzara karein.
jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna Guzara hoga''''
"Pyar kya hai"
Pyar- wo ehsas hai jis k saharey zindagi Guzara assan aur bamani ho jata hai.
Pyar- wo dard hai jo bardi sey bardi taleef ka b pata naheen lagne deta, chahey jism jal b jaye.
Pyar- wo ummeed hai jo saan tootney k baad b qayam rehti hai
Bhul Ja, Bhul ja
Ya te meri zindgi ch aa ke rul ja
te tera mera nahion hona Guzara
te loki mainu aakhde aawara
Bhul Ja, Bhul Ja
Ookha vaqat langda vichoray da
Bin yaar Guzara kon karay...

Duniya ton kinara ho sakda a
Yaran tun kinara kon karay...

Ik din hove te lang jave
Sari umar Guzara kon karay.../
Okha langda wakt vichory da.
Bin Yar Guzara Kon Kary.

Dunia to Guzara ho sakda.
yaran to kinaran kon kary.

Ek din howy ty lang javy.
Sari umer Guzara kon kary.
Badalti rut ka ishara dekhte hain

Ab kaise ho ga Guzara dekhte hain

Muhabbat ki yeh rasam bhi kitni ajeeb hai

Jaane wale palat kar dobara dekhte hain

Doobne waale doobne se zara pehle

Aik ummeed par kinara dekhte hain

Teri Khudaai se gilah hone lagta hai

Jab duniya men koi be-sahara dekhte hain

Kya muhabbat hamain bhi raas aaye gi
"Sajid"

Aao apna apna sitara dekhte hain.
Ek Samundar hai k mere muqbil hai,
Ek Qatra hai k sambhala nahin Jaata.
Ek umr hai k guzarni hai tere bagair
Ek lamha hai k Guzara nahin Jaata...!!