Ghareeb SMS Messages35 messages


Dard-e-alam ka markaz-e-ehsaas bangaee
bay aas kafeley ke liye aas bangaee

din dhal gaya tu sham-e-Ghareeba''n ke saath hi
Beti Ali ki Hazrat-e-Abbas bangaee
''Agar Tum Apny''TAKKABUR''

ko Torna Chahtay Ho
To
KiSi Ghareeb Aur MufliS ko Salaam karo,
Aur
Puri Tawajoh k Sath, US Se
MuSafah KARO...
Phone K RIshte Bhi Ajeeb Hote Hain

Balance Rakh Kr BHi Log Ghareeb Hote Hain

Msg Krne Ki Hoti Nahi JinKo Taufeeq

Wo Log bhi KItne Miskeen Hote Hain
Phone K RIshte Bhi Ajeeb Hote Hain

Balance Rakh Kr BHi Log Ghareeb Hote Hain

Msg Krne Ki Hoti Nahi JinKo Taufeeq

Wo Log bhi KItne Miskeen Hote Hain
na akho meinu Ghareeb loko,
merey kol khazana wakhra a,

kitta pyar se baghair license ton,
praya asan jurmana wakhra a,

aithon chuttan da dil tey karda nayeen,
yaro aye qaid khana wakhra a,
(self created)
Kamla Dhola Ajeeb Thi Gay

Wal Vi Dil De Karib Thi Gay

Meikko Jo sms vini Karainde

Paisay Muk Gay ya Ghareeb Thi Ga
Kabhi Aansoo kabhi khush bechi
Hum Ghareebon ney be kasi bechi

Chand sansein khareedney key lye
Rooz thori si bandagi bechi

Jab roolaney lagey mujey sarey
Mai ney ukta key rooshni bechi

Kabhi Aansoo kabhi khush bechi
Hum Ghareebon ney be kasi bechi

Aik hum they key bikher gey khud hi
Warna dunya ney doosti bechi

Kabhi Aansoo kabhi khush bechi
Hum Ghareebon ney be kasi bechi
Shab-E-Firak Main Jo Maine Kal Neend Se Pocha
Too Kion Nahin Aati Mujh Ghareeb K Pass

Neend Ne Kaha Kuch Soch K Zara
Main Tere Pass Rahoon Ya Tere Naseeb K Pass
Jin ko milta hai bohat sa pyar
Wohi Log to khush naseeb hotey hein

Aur jinn k liye nafrat b na ho jahan mein
wohi log haqeeqat mein Ghareeb hotey hein
Kisi ne door se dekha koi qareeb aaya
Ameer shehar main jab bi koi Ghareeb aaya

Hawa main zehar gola paniyon main aag lagi
Tumhare bad zamana bara ajeeb aaya
Qadmon mai bhi takaan thi, gher bhi qareeb thaa
per kiya karain keh ab kay safar he ajib thaa

niklay agar to chaand dereechay mai ruk bhi jaaey
iss shehar bay-charaagh mai kis ka naseeb thaa

Aandhi nay un ruton ko bhi bay-taaj ker diya
jin ka kabhi huma saa parinda naqeeb thaa

kuchh apnay aap say he usay kash-makash naa thi
mujh mai bhi koi shakhs ussi ka raqeeb thaa

poochha kisi nay mol to hairaan reh gaya
apni nigaah mai koi kitna Ghareeb thaa

maqtal say aanay wali hawa ko bhi kab mila
aisa koi dereecha keh jo bay-saleeb thaa...
Suna Hai Ghair Ki Mehfil Main Tum Na Jao Ge


Kaho Tou Aaj Saja Loon Ghareeb Khane Ko