Fanaa SMS Messages9 messages

Tumhari deed se mere hossh Fanaa ho jaattey hain,,
Tumhare Husan par Naqab ka haq to banta hai...
Fanaa k Baad b is Rasam Ko nibhaein gein
Lahad mein ja k b hum tera Ghum Manaein gein
Nishaaan ABBASS ka turbat pe hum laga dein gein
Hussain teri sadaqat pe sir kata dein gein.
What is the moral of movie Fanaa,Rang de basanti,Titanic
Ladkiyo ke afair me mat pado khali ladkiyan bachti hai baaki sab mar jaate hai
Ishq Fanaa ka naam hain ishq mein zindagi na dekh
Jalwa-e-aftaab ban zarre mein roshni na dekh

Shauk ko rehnuma bana jo ho chuka kabhi na dekh
Aag dabi huii nikaal, aag bujhi huii na dekh

Tujko khuda ka wastaa tu meri zindagi na dekh
Jiski sahar bhi shaam ho, uski dard bhari raat na dekh.
phuulo.n kii aarazuu me.n ba.De zaKhm khaaye hai.n
lekin chaman ke Khaar bhii ab tak paraaye hai.n

us par haraam hai Gam-e-dauraa.N kii talKhiyaa.N
jisake nasiib me.n terii zulfo.n ke saaye hai.n

mahashar me.n le gaii thii tabiyat kii saadagii
lekin ba.De Khuluus se ham lauT aaye hai.n

aayaa huu.N yaad baad-e-Fanaa unako bhii ''Adam''
kyaa jald mere siikh pe imaan laaye hai.n
Apni Ankhon k Samundar Me Utar JaneDe

Tera Mujrim Hu Mujhe Doob k Mar JaneDe

Wada Hai Tum Yaad Kiya Karoge Mujhe

Mujse B zyada Bas 1 Bar Tujhpar Fanaa Ho JaneDe
Aye Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Mushkil Lagta Hai Us se Door Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Door Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe Fanaa Karde.
koe pal ho teray sath ka meri umar bhar ko samait lay..

main''Fanaa''baqaa''k sabhi safar usi aik pal mein guzaar doon.
What''s The Moral Of Movies
Jannat
Gangster
Murder
Fanaa
Titanic


Think



Larkiyo K Lafrey May Mat Paro,
Khaali Larkiyan
Bachti Hai
Baaqi Sab Mer Jaatey Hai;-)