Fana SMS Messages43 messages

Tumhari deed se mere hossh Fanaa ho jaattey hain,,
Tumhare Husan par Naqab ka haq to banta hai...
Tere Dimagh Mey Meri yaaad ko Panah Miljaye,
Agar to Bhool Jaye Mujhey To Teri EID Fana hojaye
Fanaa k Baad b is Rasam Ko nibhaein gein
Lahad mein ja k b hum tera Ghum Manaein gein
Nishaaan ABBASS ka turbat pe hum laga dein gein
Hussain teri sadaqat pe sir kata dein gein.
Ussy Apne Rishtoon Ki Fikr Thi..Wo Jo Mera Waqif-e-haal
Tha..Wo Jo Uss Ki Subhe-e-urooj Thi..
Wohi Mera Waqt-e-zawal tha.. Meri Baat Kaise wo Manta,
Mera Dard Wo kaise jante,Wo tu khud Fana k Safar pe the..
Ussy Rokna Bhi Mahaal tha.. Kahan Jaoge Mujhe Choor kar,
Mein ye Poch poch kar Thak gaya,Wo jawab mujhe Na de Saka,
Wo tu Khud Sarapa Sawal the..Wo MILA jo Sadiyoon Ke Baad Bhi.
Mere Labb pe Koi GILA na Tha,Ussy Meri chup ne Rula Diya,
Jissy Guftagu pe Kamal Tha.....
Kash Ye Dil Shishe ka bana hota,Chot Lagti to Beshak ye Fanah hota. .Par Sunte Jab Wo Aawaz iske Tutne ki,Tab Unhe b Apne Gunah ka Ehsaas hota...
mein sahil pe likhi hui ebaarat nahein
jo lehroon sey mit jaati hai
mein baarish ki baarasti boond nahein
jo baras kar tham jati hai
mein khuaab nahein
jisey dekhaa aur bhula diya jaye
mein shama nahein
jisey phoonka aur bhuja diya jaye
mein hawa ka jhonka nahein
jo aya aur guzar gaya
mein chaand bhi nahein
jo raat k baad dhal jaata hai
mein to woh ehsaas hoon jo
tujh mein lahoo bun kar gardish karay
mein to woh rang hoon jo
teray dil par
chahray aur kabhi naa utray
mein to woh parwana hoon jo
jalta rahay aur Fana naa hoga
khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan
chaand, boond, shama ki tarhaan
meray mitnay ka sawaal hi nahein
KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON
AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAhi
Kash Ye Dil Shishe ka bana hota,Chot Lagti to Beshak ye Fanah hota. .Par
Sunte Jab Wo Aawaz iske Tutne ki,Tab Unhe b Apne Gunah ka Ehsaas hota...
Dunya tola bewafa shwa zaka jaram

Mina khatma shwa Fana shwa zaka jaram

Chi wikhta me shwalu Spin da cha pa yaad k

Hagha bal ta pa khanda sho zaka jaram.
What is the moral of movie Fanaa,Rang de basanti,Titanic
Ladkiyo ke afair me mat pado khali ladkiyan bachti hai baaki sab mar jaate hai
Teri barat chali,

meri mayat uthi,

phool tujh pa bhi tha,

phool mujh pa bhi tha,

farq itna tha ka tu saj ka gay,

mai sajaya gaya,tu b ghar ko chali,

mai bhi ghar ko chal,

farq sirf itna tha tu uth ka gai,

mai uthaya gaya,

mahfil wahan b lagai,

log yahan b the,

farak itna tha k un kah hansna,

wahan un ka runa,qazi udar b tha,

molvi idhar b tha,

farak itna tha taira nikkah parhaya gaya mera janaza parhaya gaya,f

arak itna tha tujhe apnaya gya mujhe daFanaya gaya
Usay apnay dard ki fikar thi
Wo jo mera wakf-e-hal tha
Wo jo us ki subh-e-urooj thi
Wohi mera waqt-e-zawal tha
Mera dard kaisay wo janta
Meri bat kaisay wo manta
Wo to khud Fana k safar mein tha
Usay rokna hi muhal tha
Kahan jao gay mujhay chor kar
Mein yeh pooch pooch kar thak gaya
Wo jawab mujh ko na de saka
Who to khud srapa-e-sawal tha
Wo mila to sadion k bad bhi meray lab per koi gila na tha
Usay meri chup nay rula dia jisay guftagu main kamal tha
Hasti ko muhbat main Fana kon karega
Yeh farz mare siwa ada kon kare ga
Hatho ki lakiro ko zara ghor se dakh aa najomi
Yeh dakh ke mare sath wafa kon kare ga