Dost SMS Messages1114 messages

Sitam karo ya na karo, hum gila nahi karte.

Virano mein kabhi phool khila nahi karte,

Magar itna yaad rakhna

Hum jaise Dost baar baar mila nahi karte
Kyon Maangte Ho Andhere Apne Vaaste E Dost
Jab Hum Roshni Kharid Laaye Hai
Takeed Ki Hai Baharo Se K Tujhse Jaakar Mile
To Kyon Tere Aas Paas Gumon K Saaye Hai

Apne Labon Ko Kyon Siye Baithe Ho
Kya Chhupa Hai Dil Mein Saamne To Laao
Dard Ki Lakiron Ko Mitane Do Gallon Se
Tere Liye Har Lamhe Se Muskuraahte Samet Laaye Hai

Gar Karoge Bharosa Mujh Par Dost
Waada Hai Sada Saath Nibhaunga
Har Aansun Jo Ubhrega Teri Aankon Mein
Teri Ksam Apni Aankhon Mein Sahej Laaunga
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DostI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai
Kabhi Roothkar Kabhi Manaakar,
Kabhi Hansakar Kabhi Rulakar.
Teri Dosti ne Sikhaya Hai
Har Pal Jeena Muskura Kar.
Muskurati Subah Ka
Swagat Karo Muskura Kar
Aksar Dosti karne wale,
apne Dost ki tarif karte rehte hain
Taki wo unse juda na ho jaye.
Hum isliye khamosh rehte hain,
taki un par koi aur fida na ho jaye.
Chand ki Dosti raat se subah tak...




Suraj ki Dosti subah se sham tak...




"Par Hamri Dosti...!






Pehli Mulakaat see aakhri Sans tak?
special word for friend
Do Dosto k dimag bilkul railway k track ki tarah hote he,
jo kabhi mil nahi sakte,
lekin wo hamesha sath sath chalte hue Dosti ki gadi ko apni manzil tak pahuchate he.
Wo dil hi kya jo milane ki dua na kare,
tujhe bhul ke jiyu khuda na kare,
rahegi hamari Dosti zindgi bhar,
ye baat alag hai ki zindgi wafa na kare.
What Is SMS . . . ?




1 Rasta Hai

Dil Ki Baat Batane Ka


1 Zariya Hai

Apni Yaad Dilane Ka


1 Saathi Hai

Gham Bhulane Ka


Aur

1 Tareeqa

Dosti Nibhane Ka . . . :->
"Jis ne CHAND KI ROSHNI
nhi dekhi"


"Jis ne PHOLON KI TAAZGI
nahi dekhi"


"Jo ye kehte hai k MITT
JATI ha DOORIYON se
DostI"


US ne SHYD hAMRI DostI
nAHI Dekhi..-;>
JAB HO ZARURT TO KOI SAHARA NAHI AATA.
BAGER RAAT K AASMA MAI SITARA NAHI AATA.
ABHI WAQT HAI THAMLO HAMARI DostI KA HATH.
AISA Dost ZINDAGI MAI DUBARA NAHI AATA.
OYE MERE Dost,
MEre program ke host,
andheron k ghost,
Double aande ke toast,
Bujhi hui lamp post,
Murgi ke roast,
.
.
.
.
.

I MISS U MOST...!!!