Dekhta SMS Messages76 messages

Tumhein Hi To Zindagi Kehta Hoon
Tumhein Hi Dekh Kar To Main Jeeta Hoon
Tumhare Hi Khayalon Main Pagal Rehta Hoon
Tumhein Hi Har Waqt Sochta Rehta Hoon
Tumhein Har Dua Main Mangta Hoon
Tumhein Hi To Bus Main Chahta Hoon
Tumhein Har Jaga Main Talaash Karta Hoon
Tumhein Hi Har Simt Dekhta Hoon
Jub Tum Ho Mere Saamne To Itna Karta Hoon
Ke Apni In Aankhon Main Tum Ko Basa Leta Hoon
Tumhein Kaise Bataoun Kitna Pyar Tum Se Karta Ho
mar kar bhi us ko Dekhtay rehnay ki chah mein


ankhain kisi ko apni amanat mein day gaya
"Raat"

Raat hai or main hathoon ko Dekhtay huay
Soch raha hoon k ye Zindagi kis k naam karoon
Us k Naam jo dil ki Dharkano main hai
Ya phir us k Naam jo Hathoon ki lakeeron main hai..
Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan
Dekhta tu hum dono mein fasla bhi bohat tha
Milnay ki tarhan hum mil na paye thay kabhi
Mera aur uska rabta bhi bohat tha
Itnay arsay mein bhi usay mujh par aitbar na aya
Ye sach hai wo mujhay janta bhi bohat tha
Wo mil kar bhi na mil saka ye muqadar ki baat hai
Meinay duaaon mein usay manga bhi bohat tha
Ruswaai k dar say wo rakh na saka muhabbat ka bharam
Laikin yeh sach hai k wo mujhay chahta bhi bohat tha
kon kheta hai k dour hain hum
woh bhe tou wahi aasma dekhti hogi
jo main Dekhta hoon
woh bhi tou wohi suraj dekhti hogi jo main Dekhta hoon
farq hay tou hay bus itna
farq hay tou hai bus itna
woh wahan chand dekhti hay
aur main chand me uski surat Dekhta hun
Un ke Andaz-e-Karam un pe wo aana dil ka,
Haye wo waqat wo baten wo Zamana dil ka,
Na suna uss ne tawajoh se Fasana dil ka,
Umer Guzri par Daed na jana dil ka,
Dil Lagi dil ki Lagi ban ke Mita deti ha,
Rog Dushman ko b Ya Rabb na lagana dil ka,
Wo b apnay na huye dil b geya hathon se,
Aisay aane se to behtar ha na aana dil ka,
Un ki Mehfil mein “PREET” un ke tabusam ki Qasam,
Hum Dekhtay reh gae hath se jana dil ka,
Tum bhi suno Tum shayed samajhti ho Keh
tumharay lafz main siraf parhta hoon
Tumhari awaz siraf sunta hoon
Tumharay naqoosh siraf Dekhta hoon Aour tumhara
wajood siraf choota hoon Ghalat bilkul ghalat
Tumhain kia patta Keh tumharay lafzon ki cheekh .
Tumhari aawaz ka karb.
Tumharay naqoosh ki pukaar Aour.
tumharay lums ki rooh Meri zaat ki mawaraai tehon
ki Kitni gehri parton main utar ke Tumhian meray
andar kiss kiss tarah
Amar kar detay hain....
Tmhara naam likhta hn
Main kaghaz pe
Dekhta hn
Sochta hn
Wo kaghaz phaad deta hn
Phr un kaghaz k tukro''n ko
Mutthi me bheenchta hn
Phenk deta hn
Wahi''n pr beth k larta hn khud se
Wohi kaghaz uthata hn
Main aankho''n se lgata hn
Main tum ko sochta hn
Phir uss paani ko
Taweez-e-Mohabbat jaan ker peeta hn
Aankhei''n moond leta hn !!!!
Saylaab Dekhta hoon to
aAta hai yeh khayaal.
.
.
Paani bhatak raha hai,
Talash e Hussain mein...
Apni Zindagi Bhi Us Chand Ki Manid Hai Sahil
Jo Khubsurat To Dekhta Hai Magar Hai Bohat Akela
Bichrna chahta hai or juda hone se darta hai

Wo meri Qaid main reh kar raha hone se darta hai

Gali k morr tak wo Dekhta rehta hai chhup chhup kar

Palat kar dekh loon to samny hony se darta hai

Wo khud likhta hai tenhai mean mera naam hathoon par

Magar jab ru_ba_ru aye to mera hony se drta hai.
mera zamir mujhse kehta he,

kaya Dekhta hay apne hathon ki lakeron ko

,Amir,

wo tera tab bhi na tha jab uska hath tere hath me tha.