Bharam SMS Messages17 messages

Kissi Ki Ankh Se Sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta

Mandeiron Se Chiraaghon Ko Bhuja Ker Kuch Nahi Milta
Koi Ik Adha Sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai

Hazaron Khawb Ankhon Mein Saja Ker Kuch Nahi Milta
Sakoon Unko Nahi Milta Kabhi Pardes Bhi Ker

Jinhen Apne Watan Se Dil Laga Ker Kuch Nahi Milta
Issay Kehna Ke Palkon Per Na Tanke Khawbon Ke Jhalar

Samandar Ke Kinare Ghar Bana Ker Kuch Nahi Milta
Yeh Acha Hai Ke Apas Ke Bharam Na Tootne Payen

Kabhi Kabhi Doston Ko Azma Ker Kuch Nahi Milta
Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai

Kissi Ke Hijr Mein Neendein Ga’nwa Ker Kuch Nahi Milta
Jigar Ho Jayega Chalni Yeh Ankhein Khoon Royengi

Wasi Be Faiz Logon Se Nibha Ker Kuch Nahi Milta.
USEY KEHNA'' Hum na Ukfat ka Bharam sub sa juda rakha hay, Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay. DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho, Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay. Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa, Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay. Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab, Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay. JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua, Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay
'' USEY KEHNA''
Hum na Ukfat ka Bharam sub sa juda rakha hay,
Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay.
DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho,
Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay.
Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa,
Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay.
Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab,
Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay.
JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua,
Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay.
Karachi k Bharam Baaz Dialog:

"Abay chal teri to"

"Us ki to mein"

"Bus kar zyada mat Phenk"

"Chal nikal"

"Koot dy salay ko"

"Or Party"

"Dimagh ki dahi"

"Ye cheez dada"

"Bachi dekh"

"Teri Bhabi se baat kr rha hon"

"Hat gai na"

"Abe dhkkan"

"Ptli Gali pakar"

"Lash yaar"

"Chal phhoot le"

"Latak mat"

"Teri wali ja rhi hai"

Ab Intizar kis bat ka hai,
Aakhir ye SMS karachi ki pehchan hai.
phenk de market me.'
tney Bharam tootey they ik aur Bharam toot gya,






ussee subject pas huwa jis ka paper mujh sey chooot gya
Jahan Bhi Rahain Aik Hi Baat Hai
Tum Pass Nahin Aik Hi Baat Hai
Kabhi Bin Tumhare Roya Karte They
Ab Tum Dhur Ho Aik Hi Baat Hai
Dil Main Pehle wali Baat Nahin
Sou Jathan Karo Aik Hi Baat Hai
Dil Ke Aaine Main Tumain Dekh Liya
Ab Jo Bhi Roop Dharo Aik Hi Baat Hai
Bharam Sare Ab Tum Ne Kho Diye
Baher Ho Ya Khizaan Aik Hi Baat Hai
Woh Waqt Tha Jab Hum Mila Karte They
Wade Sare Wafa Ke Kiya Karte They
Rishta Chah Ka Tha Jho Tum Ne Mita Diya
Ab Subha Ho Ya Shaam Aik Hi Baat Hai
Ab Na Hi Woh Dil Hai Na Hi Tum
Jaisi Bhi Ruth Ho Aik Hi Baat Hai
Bin Tumhare Jeena Bhi Kiya Jeena Hai
Zindagi Ho Ya Mout Ho Aik Hi Baat Hai . . .
Kirdar say aari hoon meray sath na chal
Khud aap pey bhari hoon meray sath na chal
Kahiin Bharam hi na hu jay tujh say tera khuda
Lal shulon ka pujari hoon meray sath na chal
Mein samandur hoon maojein hain meri tufan
Barhey zor say jari hoon meray sath na chal
Mein tu apni hasti bhi dao pey laga deta hoon
Aik barhum jawari hoon meray sath na chal
Kachi Deewar

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko



Tum ko Aankho Mai Tasawwoor Ki Tarah Rakhta Hoon
Dil Mai Dharkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujh ko



Baat Karnae Mai jo Mushkil ho Tumhein Mehfil Mai
Mai Samajh Jaaonga Nazron Se Bataana Mujh ko



Waada Utna Hi Karo Jitna Nibha Sakte Ho
Khawab Pura jo na ho wo na Dikhana Mujh ko



Apne Rishtey ki Nazaakat ka Bharam Rakh Lena
Mai to Aashiq Hoon Deewana na Banana Mujh ko



Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko
Apni Nazron Mein Basa Kar Na Giraana Mujh Ko

Tumko Aankho Mein Tasavur Ki Tarah Rakhta Hoon
Dil Mein Dadhkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujh Ko

Baat Karnay Mein jo Mushkil ho Tumhay Mehfil Mein
Main Samajh Jaaonga Nazron Say Bataana Mujh Ko

Vaada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay Ho
Khawab Poora jo na ho woh na Dikhana Mujh Ko

Apnay Rishtay ki Nazaakat ka Bharam Rakh Lena
Main to Aashiq Hoon Deewana na Banana Mujh Ko
yai bata ke tera atebaar kaise karen
Bharam hi toot gaya ab Pyaar kaise karen
Khiza khiza rahi hai yeh zindagi apni
Rutein badal ke is se hum bahar kaise karen
Jab us ki baat per hum ko yaqeen na raha
Ab aur us se Qol-o-Qaraar kaise karen
Wafa shuaar to ab woh nahi raha
Ab us bewafa ka intezaar hum kyun karen
Hamare sabra ka ya rab! koi inaam ho jaye
are rukh se hate parda or hamara kaam ho Jaye

Bharam rakhna hai saqi ka gire hai dagmaga kar hum,
agar hum hosh mai rah jaye wo badnaam ho jaye,

hamara naam to aaye kabhi najuk si hotho pe
koi pegaam na bhejo koi iljaam ho jaye,

nikal aaye jo shab ko bhi to roshan ho sabhi manjar,
bikhre julf to din mai gahri shaam ho jaye

karamat de mere maula mere fun ko, zara kuch yu jo utre un ki aankho mai idhar unka ilhaam ho jaye,

koi pahucha de apni arz ko un tak kabhi Rahul,
hamari har gazal unke liye paigaam ho jaye
Kon Pujay Ga Khialoon Kay Sanam Maray Baad
Toot Jaiy Ga Parastish Ka Bharam Maray Baad

Kis Ki Ungliaan Sanwarain Gi Teri Zulfe Daraz
Kon Khaiay Ga Terey Sar Ki Qasam Maray Baad