B SMS Messages22988 messages

Muje manzilon se aziz hain teri rahguzar ki musafaten
K likhi hain mere naseeB men aBi umar Bhar ki musafaten

Isi ik pal ki talash men jise log kehte hain zindagi
Teri rah guzar men Bikhar gayeen meri umar Bhar ki musafaten...;>
Wo tanha rehna GhaBrana
Or ankh mai anso Bher lana
KaB sath humara chootey ga
Ees soch ko ley k der jana

Khood hath laga ker chahrey pey
Mughy sooch mey la ker shermana
Yoo Bhool k doniya wallloo ko
Bus naam mera hee dohrana

ees ko wo iBadet kehti he
wo kiss oljhan mai rehti he
Bus piyar jatati rehti he
or derd Bharati rehti he
yadoo mai khoyee khoyi see
ansoo hee Bahati rehti he
janey ye kasi shidat he?
Hathoo ko jalati rehti he?

Tahreer kahi koch likhti he
Or Khood ko sonati rehti he .....;->
mai ny haq-e-muhaBat ada kiya
na kBhi ksi se gila kiye
mjy ajaB is ka sila mila
mjy dil se us ny Bhula diya
muhaBatoon ki kitaB ka
her aik warq jala diya
wo jo arzoo ka charag tha
usy nafraton ny Buja diya
mjy zakum phir aik naya diya
mjy iss muhaBat ny kya diya
wo jo kehty thy khush raho
wo jo thy meri jaan tum her dum hasa kro
mjhy aj unhoon ny rula diya
mera nishaan tak mita diya...;->
koi dukh na ho
koi ghum na ho
koi ankh kBhi num na ho
koi dil ksi ka tory na
koi sath ksi ka chory na
Bus payar ki nadiya Behti ho
KASH K DUNYIA ASI HO......;->
Bohat kud pe jaBBar kr k
MohaBat ka safar kr k
mita k her khusi apni
usse pane ki chahat mai
Bus itna jan paya hun
MohaBat mar dyti hy ........;->
woh khaloos tha ke khumar tha
woh janoon tha ke saraaB tha
mujhey sochney mein zaman laga
mujhey munzilon ne Bhoola diya
mujhey jis masiha pe maan tha
mujhey us ne sooli charha diya

kai humsafar kai rahguzr
mujhey rastey mein miley magar
meri tushnagi kuch aur hai
meri justajoo koi aur hai

woh jo roshni ki tarha Barhey
magar ansuon mei sama sakey

jo suBha ki pehli kiran Bane
mere dil ka aangan nikhaar de
jo muhaBBaton ki ravaytein
laho ki Bali se sanwaar de
mujhey us wafa ki talaash hai
mujhey us wafaki talaash hai

magar is jahan-e-kharaB mein
yahan khahishon ke saraaB mei
mujhey kaun de aisy wafa
mein kahan se laoon woh wafa
inhi uljhanon mein ghira hua
yehi sochta mein chala gya........;->
Ahl-e-dil aur Bhee hain ahl-e-vafa aur Bhee hain
aik hum hee naheen duniya say khafa aur Bhee hain

kiya hua gar miray yaaron kee zuBaanain chup hain
mairay shaahid miray yaaron kay siwa aur Bhee hain

hum pay hee khatm naheen maslak-e-shoreeda-saree
chaak-e-dil aur Bhee hay chaak-e-qaBa aur Bhee hain

sar salaamat hay to kiya sang-e-malaamat kee kamee
jaan Baaqee hay to paikaan-e-qaza aur Bhee hain

munsif-e-shehar kee vehdat pay na harf aajaye
log kehtay hain kay arBaaB-e-jafa aur Bhee hain ........;->
Liya tha aik wada tumne mujse....
Hamesha khush hi rehna hai...
To dekho, dekh lo aa kar..
Meri ankhon ko dekho tum,
Yeh kitni shokh lagti hain...
Mere honton ko dekho tum,
Hamesha muskuraty hain...
Koi B ghum agar aye,
Usay hans kar saha main ne...
Mere chehray ko dekho tum,
Hamesha pur sakoon ho ga...
To socho gay.....
Kia tha main ne jo tumse,
Wo wada ker diya poora...!!!
MAGAR
Ik Baat hai piyare...
KaBhi jo waqat mil jaye,
To meri shairi parhna...
Tumhain mehsoos to hoga,
Kaheen talkhi Bhara jumla...
Kaheen yeh sard sa lehja,
Kaheen par dard ki jheelain...
Kahin lehjay ki karwahat,
Suno....!!!
Main khush to hoon lakin,
Lahoo har lafz roota hai.....;->
Woh Kuch Sunta To Mein Kehta
Mujhay Kuch Aor Kehna Tha
Woh Do Pal Ko Jo Ruk Jata
Mujhay Kuch Aor Kehna Tha
Ghalat Fehmi Nay Baton Ko
Barha Dala Younhi Warna
Kaha Kuch Tha Woh Kuch Samjha
Mujhay Kuch Aor Kehna Tha
main is sa Bar k zBat
ke masal aur kya doon
wo muj sa leepat k
roohay kise aur k lya
kuch iss qader Bhi tu asaan nahin ishq tera
yeh zher dil main uter ker hi raas aata hai

main tuj ko pa k Bhi khoya hua sa rehta hoon
kaBhi kaBhi tu mujay tu ne theek samja hai

mujay khaBer he k kiya he judainyon ka aazaB
k main nain shakh se gul ko Bechirtay daikha hai

main muskura B para hoon tu kiyon khafa hain ye loog
k phool tooti tooti hoi kaBer pe Bhi khilta he

ussay ganwa k main zinda hoon iss tarha mohsin
k jaisay taiz hawa main charagh jalta hai
Zamanain Bher ki nigahoon main jo khuda sa lagay
wo ajnaBi hai mager muj ko aashna sa lagay

najanain kaB mairi duniya main muskuray ga
wo aik shakhs k khaBoon main Bhi khafa sa lagay

ajeeB cheez hai yaro yeh manzaloon ki hawas
k rahzen Bhi musafer ko rehnama sa lagay

dilay taBah! tera mashwara hai kiya k mujhay
woh phool rang sitara Bhi Bewafa sa lagay

hoi hai jis say manawer her aik aankh ki jheel
woh chand aaj Bhi mohsin ko kamnama sa lagay