B SMS Messages22988 messages

jahan phoolo ko khilna tha wahin khilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
koi aakar humein pooche tumhein kaise Bhulaya hai
tumhare khat ko ashkoN se shaB-e-ghum mein jalaya hai
hazaron zakhm aise hain agar silte to acha tha
tumhi ko hum ne chaha tha tumhi milte to acha tha
tumhein jitna Bhulaya hai tumhari yaad aai hai
Bahar-e-noh jo ai hai wohi khusBoo hi lai hai
tumhare laB meri khaatir agar hilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
jahan phoolo ko khilna tha wahin khilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha

Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say“
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say
Aaj Woh AjnaBi Say Lagty Hain
Jante Houn Jisay Zamany Say
Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say
JaB Say Apno Say Chaut Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Zindagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
“Dil Ki Batyen Hain Bas Fasanay Say “
Na dekho sapney kisi key
Is qadar key
JaB woh toot jayein
To phir is ka
Dukh Bhi na hoo

Naa chahoo kisi ko
Is qadar key
JaB woh root jayein
To phir mananey wala
Koi Bhi naa hoo

Naa mangoo kisi ko
Is qadar duaoon mein key
JaB woh na miley
To ruswayeee key siwa
kuch Bhi na hoo

Naa dekho kisi ko
Aisi nazron sey key
JaB woh jayeey to
Dekhney wali
Koi nazar naa hoo

Naa Basaoo kisi ko
Apney dil ki nagri mein key
JaB woh rukhsat ho to
Yeh dil ki duniya
ABad hi naa hoo
Tum ney samja he nahi mari chahat ko kaBi
Tum ney chaha he nahi mari muhaBat ko kaBi
Sochta hoon main jaan leeta tumhey
Main ney perkha nahi tari fittrat ko kaBi
Mana ik umar kati yadoon main chaltey hoey
Wo marasam na rahey rahoon pe chaltey hoey
AB hey tanhaian aur perchaian Baki
Ho gey ham sey juda wo hamsafar marey sathi
Sochta hoon ke main jaan leeta tumhey
Main ney jana hee nahi tari hasrat ko kaBi
Ye safar piyar ka tanha kat“ta hee nahi
Koi Bee per hoo dil machalta hee nahi
Tum ko maloom hey tum dulruBa hamarey they
Piyar ke rahoon main tum hamsafar hamarey they
Sochta hoon ke main jaan leeta tumhain
Main ney socha hee nahi tari ulfat ko kaBi
khush thay kuch aisay teri rafaqat k shauq main*
manzil ganwa di ham ne musaafat k shauq main
nafrat hi pehr e daar mili har makaam par
jis darr pe ham gaey hain mohaaBat k shauq main
ham Baargah e ishq main maqBool youn hue
khud se Bichar gaey teri qurBat k shauq main
lautay hain aB tou saath hai ranj o alam ki Bheer
niklay thay ghar se ik musarrat k shauq main
apnay chaman se raaBta Bilkul nahi raha
sehra norad ho gaey daulat k shauq main

daaman main hasraton k siwa kuch nahi
aisay lutay hain ham teri chahat k shauq main
Bachpan ke dukh Bi kitne ache the,
taB to sirf khilone tuta karte the.
Wo khushiyan Bi na jane kaise khushiyan thi,
titli ko pakad ke uchhla karte the.
Paoon maar ke khud Barish ke pani mae,
apna aap Bhigoya karte the.
AB to ek aansu Bi rusva kar jata hai,
Bachpan mein to dil khol ke roya karte the.
Sham ne lipat kar pyar ka izhar kiya,
Chandani ne Bikharkar Yaar ka satkar kiya.
Main khada Bas dekhta raha Roop ki jalti agan,
Dil lagi ne Dilkashi se waqt ko guljar kiya.
guzarta hoa saal jesy Bhi guzra
magar saal k akhri din
nehayat kathan hain
har ik simat lashon k amBaar
zakhmi janazon ki lamBi qitarain
kahan tak koi dekh paey?

hawaon main Barood ki Baas
khod aman ki noha khwan hay
koi chara gar,asar e hazir ka maseeha kahan hay!

mery milnay walo
naey saal ki muskurati suBh .....gar hath aey
tu milna
k jaty hoay saal ki sa,aton main
yeah Bujhta hoa dil
dhadakta tu hay

muskurata nahi
DECEMBER mujhy raas ata nahi___
teri yaad ki Baraf Baari ka mosam
sulagtaa raha dil k under akaylay
irada tha ji lungi tujhse Bichar kar
guzarta nahi ik DECEMBER akaylay!!
Bana GulaB Tu Kaantay ChuBha Gaya Aik Shakhs
Howa Charagh Tu Gher Hi Jala Gaya Aik Shakhs

Tamaam Rang Meray Aur Saaray KhwaB Meray
Fasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik Shakhs

Main Kis Hawa Main Uron Kis Faza Main Lehra’on
Dukhon K Jaal Her So Bicha Gaya Aik Shakhs

Palat Sekon Na Hi Aagay Berh Sekon Jis Per
Mujhay Yeh Konsay Raastay Per Laga Gaya Aik Shakhs

MuhaBBatain Bhi AjaB Uski Nafratain Bhi Kamaal
Meri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik Shakhs

MuhaBBatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay
Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs

Woh MaahtaaB Tha Marham Badast Aaya Tha
Mager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik Shakhs

Khula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai Dunya
Aur Is Main Mujh Ko Tamashaa Bana Gaya Aik Shakhs
Kiya kaBhi TU nay
yeh Bi socha hai
kay…!!!
RAAT kay Aakhari peher main
koi...!!!
NUM Aankhon say
LARAZTAY Honto’on say
Apney Haath Phailaaye
TUJH ko "KHUDA" say maang raha ho ga...!!!
waqt mile to hame yaad karna, pal pal na sahi din mein ek Bar yaad kar lena, dost honge aap ke 1000 par ham Bhi ek hai itna yaad kar lena...