Bohut he mudat k
Baad kal ju
B kita
B-e-maazi ko main ne khola,
Bohut se chehrey nazar mein utrey
Bohut se naamon pe dil piseeja,ik aesa safha
Bhi uss mein aaya, likha huwa tha jo aansuon se,k jis ka unwan Pyaar tha, ye safha su
B se he mouta
Ber tha, kuch or aansu phir uss pe tapkey,phir uss se aagey main parh na paya,kita
B-e-mazi ko
Band kar k ussi ki yaadon mein kho gaya main,agar hum saath hote tu Kesa hota,inhe khayalon mein so gaya main.....!