Us nay mujh say kaha
<
Br/>meray saathi!
<
Br/>tum ko mujh say jo hay gila ....kiya hay?
<
Br/>ka
Bhi fursat milay tu socho,
<
Br/>manzilain kion hain? fasla iya hay?
<
Br/>apnay apnay safar pay niklay log
<
Br/>mushtarka raston pay chaltay hain
<
Br/>hamrahi kay hisar main jitnay
<
Br/>din nikaltay, chiraagh jaltay hain
<
Br/>apni apni umeed kay dar-o-
Baam
<
Br/>zindagi kay safar main miltay hain
<
Br/>mutaqil dard, aarzi aram
<
Br/>
<
Br/>tum meray hamsafar tu ho lekin
<
Br/>hum kahin say
Bichar
Bhi saktay hain
<
Br/>dair tak aik taweel rastay par
<
Br/>saath tu ajna
Bi
Bhi chaltay hain!!!!!!!