Pather tha mager
Barf k galoon ki tarah tha...
<
Br/>Ek shakhs andhairoon mein ujaaloon ki tarah tha...
<
Br/>khawa
Boon ki tarah tha na khiyaloon ki tarah tha....
<
Br/>Woh ilm-e-riazi k sawaloon ki tarah tha...
<
Br/>uljha hua aisa keh ka
Bhi hal ho na paiya...
<
Br/>Suljha hua aisa keh misaloon ki tarah tha....
<
Br/>Woh mil to giya tha mager apna hi muqadder....
<
Br/>Shatranj ki uljhi hoi chaaloon ki tarah tha....