B SMS Messages22988 messages

raaBta toot jata he, silsila nahi milta
mujhay dehaan ki galiyon main raasta nahi milta

us kitaaray roshan main ik kami si lagti he
jis pe naam tha tera, wo diya nahi milta
log kehtey hein kaBhi pyar na karna, kar lo to phir izhar na karna, aur agar izhar B kar lo agar tum, to uss sey kaBhi takrar na karna,tum khud hee ho mamar(mason)apni suBho sham k, iss liye kaBhi kissi ka intizar na karna
Aise chup chaap hi mar jate hain

kuch log yahan

jism ki thandi si tareek sayaah QaBr k ander

na kisi saans ki awaaz

or na siski koi

na koi aah na jumBish

na hi aahat koi

aise chup chaap hi mar jaate hain

kuch log yahan

in ko dafnaane ki zahmat B uthaana nahi parti
Musalsal haadson sey Bas mujhe itni shikayet hai

Ke ye aansoo Baha lene ki Bhi mohlat nahee dete
Roti Hoi Aankhon Se Tujhe Muskan Kese Doon

Anjaan Hoon Khud Se Tujhe Pechaan Kese Doon

Tu Hi To He Jan Meri...

Tu He Bata Tujhe Apni Jaan Kese Doon . . . ;->
jo Bhi aave hai nazdeek hee Bethey hai terey,
hum kahan tak terey pehlu se khisaktey jaavein...

(aap ko meri poetry kaisi lagi,, rply zrur kijiye ga...)
MohaBBat Bandgi hai is mein tan* ka kurB mat maango,,
keh jis ko chhooo liya jaye usey pooja nahin kartey...
Agr wo poochh lein hum sey tumhein kis Baat ka gham hai,
to phir kis Baat ka gham hai agr wo poochh lein hum se...
Roz Yeh Khayaal Aata Hai Zahan

Me Kal Zindagi Kis Raah Par Hogi
Har Din Isi Soch Mein

Guzarta Hain AB Aur Kitno Se Mulaaqat Hogi
Zindagi KhaBhi Apko Hasaati Hoge
KaBhi Aap Ko Rulati Hogi
Yaad Karta Hai Koi Apko Har Pal Is
Raftar Bhari Zindhgi Me Ek HICHKI To
Apko Roz Aati Hogi
Yeh Duniya Ho, Ya Wo Duniya ,,
AB Khuwahish Duniya Kon Karey....
jo Agg Lagaee Thi Tum Ne,,
Us ko toh Bhujaya Ashko''n Ne...
nazar se door hota ja raha hai
k woh majBoor hota ja raha hai

ussey hum sey taghafal ka gilla hai
jo khud maghroor hota ja raha hai