B SMS Messages22988 messages

Dil Mein Teri Yaad Ke Nistar Uter Gaye
Kitne Sitare Aankhon Se Toot Ker Bikher Gaye
Aajo K Taras Giyn Meri Nighain
Dekha Nahi Tumhain Ke Bohat Din Guzer Gaye
Dua Badal Deti Hai Taqdeer Usey Kehna
WO Dil mein Basa LAin Meri Tasveer Usey Kehna
Wo Mere Saath Chalne Ka KhuwaB To Dekhe
Mil Hee Jaye Gee Koi TaBeer Usey Kehna
Aashna Hote Hue Bhi Aashna Koi Nahi
Jante Hain SaB Mujhe Pehchanta Koi Nahi
Mukhtaser lafzon Mein Ye Hain Mizaj-E-Dosti
RaBta Beshak Hai SaBse Wasta Koi Nahi
Maine kaB chaha k wo zindagi mere nam ker de....

Bus mujhey chaha itna sa kaam ker de...

her rooz kuch lamhe mujhey soocha kare...

kuB kaha k meri yad me suBh-o-shaam ker de...
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein Basi hai ulfat jis pyar ki
us ke Bina jiya nahi ja sakta.
Saath Humara pal Bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
Guzare Huve Kal Ki Yaad aati hai,
kuch lamhon se aankhen Bhar aati hain,
woh suBah rangeen shaam nirali dooB jati hain,
jaB aap jaise doston ki yaad aati hai.
!!!Tunha tunha mat socha ker!!!

Tunha tunha mat socha ker
Mar jaye ga mat socha ker

Jis ki fitrat main dasna ho
Woh to dasay ga mat socha ker

Pyar ghari Bhar ka hi Bohat hai
Jhota, sacha, mat socha ker

Maan mere shahzade wagerna
Pachtaye ga mat socha ke
JaB Main mar jao mera dil likalkar
Bahar rakh dena,
JaB Main mar jao mera dil likalkar
Bahar rakh dena,
Take woh na dafan ho jaye
jo is dil main rehte
nakam koshish kia karte hian
hum unhi se muhaBBat kai karte hain
khuda ne taqdir mien aik tuta tara nahi likha
hum chand ki arzoo kia karte hian
Baatein aisi karo ke jazBaat kaBhi kam na ho;
Khayalat aise rakho ke kaBhi ghum na ho;
Dil me apni Bas itni se jagah dena hume;
Ke khali-khali sa lage jaB hum na ho
zindagi mein ayein hai kuchh daur is tarah,
sawan mein aate hain toofan jis tarah.
mujhe se door ho chuke woh mere apne kuchh aise,
ki marne ke Baad jism se rooh jis tarah