Apna SMS Messages777 messages

Yun Hii Tou Rooh Nahi Torti Hai Hisaar-e-Badan

Zaroor Apna koI Baadlo''n K Paar Bhi ai
Hum TO Tere Dil KI Mehfil Sajane Aaye The
Teri Qasam Tujhe Apna banane aaye the
Kis Bata ki saza di tu ne hum ko
bewafa ham TO tere dard ko aApnane aaye the
Mein Kyun Na Terk-E-Taluq Ki Ibtida Kerta
MeiN Agar Ye Na Kerta To Aur Kia Kerta
WO MEre Zabt Ka Andaza Kerne Aaya Tha
Mein Hans K Zakaham Na Khata To AUr KIa Kerta
Bara Andhera Tha Un Ki Rahoon MEin Ay Dil
Mein Apna Ghar Na Jalata To Aur Kia Kerta
Chand lahmhein Mere Sath Bita K
Meri Ankhon ko Ek SApna Dekha K

Rangeen Wadion Mein Ab Kho Gey Ho
Mere Dil Mein Tum Aas Laga k

Tumhein Dohndta Hon Har Pal
Sarey Jhaan Ko Mein Bhola K

Ji Na Pao Gey Tum Bhi Kabhi
Meri Yadoon Ko Dil Se Mita K

Khushiya Mana Rhey Ho Ab Tum
Mere Sapnoon Ka Ashyana Jala K
guzishta raat uss k hont par ..

jab yeh sawal ubhra ..

muhabbat rutjagay kion maangti hai ?

kion sataati hai ?

to main dheeray say muskaya ..

aur uss k pass say uth kar ..


phir Apnay ghar chala aaya ..!!
Tumharay saath rehna hai
Mujhe har waar sehna hai

Mujhe ashkoon ki surat main
Teri ankoon say behna hai

Tumharay hussan par janan!
Udasi bhi tu gehna hai

Yehi tu Juram hai Apna
kay hum nay pyar pehna hai

Chalo ab bey rukhi choro
Humain aik saath rehna hai

Hay mera katam afsana!
Tumhin kuch aur kehna hai?
Pyaar ne Apna hunar dikhaya bhi bahut,
ja-ja ke humne unhe manaya bhi bahut,
sach pucho to pyaara bhi bahut lagta hai wo shaqs,
jis ne dil dukhaya hai bahut..
Kuch din pehle mohabbat ko sApna samjha hum ne
Muhabbat hue mohabbat ko Apna samjha hum ne

Mohabbat main iskadar madhosh ho Gaye
Is ki bewafai ko wafa samjha hum ne ..
Kuch din pehle mohabbat ko sApna samjha hum ne
Muhabbat hue mohabbat ko Apna samjha hum ne

Mohabbat main iskadar madhosh ho Gaye
Is ki bewafai ko wafa samjha hum ne ..
KIa QISmaT HAi MERi kIa RaAb Ko MAzOr hai;;;
Ek ZinDagi Hai merI jO BeRanG BenoOR hai .....
haR Cahat Adhuri HAr SApna AdhurA!!!!!



IK MOhabaat hai Meri JO MIL kar b doooor Hai""!!!
Beetay rishtay talaash kerti hay..

Khushboo ghunchay talaash kerti hay..

Jab guzarti hay is gali say sabaa..

Khat k purzay talaash kerti hay..

Apnay maazi ki justujoo may bahaar..

Peelay sApnay talaash kerti hay..

Aik umeed baar baar aa ker..

Apnay tukrray talaash kerti hay..!
waqt jab humein kareeb laya,
tab pyaar ne Apna beej boya.
waqt woh bhi kya haseen tha,
jab dil humne khoya thaa.
najar ne jamm yun peelaya tha,
ki nashein main jhuma saara jahan thaa.
pyaar humein kareeb yun laya ki,
har sapne ko aashiyan mil gaya.
jeevan humhara naam tumhare ho gaya,
aur saath pheeron ne indradhanush ke raangon se isse bhar diya.