Apna SMS Messages777 messages

Ye dekha hai humne aajma kar,
dhokha dete hai log aksar karib aakar,
kahti hai duniya par dil nahi manta,
ki chhor jaoge tum bhi ek din Apna banakar
Tu CHAND Hai Is ZAMEEN Ka Aur Mein Soraj

Yahi Vajah Hai Ke Apnay Darmayan DOORI Hai

Rok Na Mujh Ko, Daihk ZID Na Ker

"Teri CHANDNI Ke Liye Mera Dobana Zaroori Hai..
Ek ladki chali jaa rahi thi,
Ek ladke ne awaz di,
O deewani sun!
Tera dupata zamin say,
ghaseeta jaa raha hai,
Ladki boli O deewane
Tou kya jaane?
Yeh bhi Apna farz nibha raha hai,
koi choom na lay,
Mere qadmoon ki mitti ko.....
Isi liye nishan mittata jaraha hai..
Teri yadoon ki mehak
Sath liye akser hum
Door khuwaboo k jazeeray main uter jatey hain
Kyun k main janta hon
Hum aur tum
Sirf khuwaboo main he mil saktey hain
Mainay socha hai is baar tumharay humraah
Aik aisi jaga utroonga
Aur tumhain Apnay paas bitha ker
Aankho main aakhain daal ker
Bari himmat ker k tum say keh donga
Tumsay keh donga k tum meri ho
Tum jo chahho to
Meri yakterfa muhabbat ko sahara dey do
Zindagi yun to bohut thori hai muhabbat k liye
Tum jitna bhi piyaar mujhay dey sako sara dey do
Kuch to bolo
Kuch to bolo
Kahin aisa na ho k sehar hotey he hum wapis us dunya mian lout jain
Bus yehi chund khiyalaat liye
Teri yadoon ki mehak sath liye
Akser hum door khuwaboo k jazeray main uter jatey hian
Kyun k hum aur tum sirf khuwaboo main he mil saktey hain
Kabhi khud hi mere pass aa
Meri baat sun mera saath de
Jo khlish hai dil se nikal kar
Muje uljhanon se nijat de
Tujhe sochna mera mashgala
Tujhe dekhna meri arzoo
Muje din de apne khayal ka
Mujhe qurb ki koi raat de
Meri zindagi mere saath chal
Mere hath mai Apna haath de
Muje gham khushi se kabool hain
Tu jo agar mera saath de
Tere Zulfoon mein saja kar WAFA ki kaliyan



Apnay daaman mein liye phirta hoon main ilzaam k phool
us nay meray seenay per sir rekh ker poocha
jana! Apnay jeevan ka wo lamha tu batlao muj ko
jis k badlay mil saktay hain sabhi sitaray
daryaon k saray moti
sawan ki pehli barish k saray qatray
ujlay chand ki sari kirnain
dharti k seenay sa liptay sabhi khazanay
saray mousam sabhi duayen
phoolon ki rangeen qabayen
patti patti pernay wali bheeni shabnam
ism-e-azam
us nay meray seenay pe sir rekh k poocha
jana! Apnay jeevan ka wo lamha tu batlao muj ko
jis k badlay sub kuch Apna,sub kuch,sub kuch
Apna sub kuch day saktay ho
ma nay us ka maatha chooma or bola jub
pehli bar meray seenay pa tum nay Apna sir rakha tha
Meri Ankhoon Kay SAmandar main Jalan kaisi Hai
Ajj Phir Dil Ko TarApnay Ki LaGan Kaisi Hai

Ab Kisi Chhat Pay Chiragon Ki Qatarin Bhi Nahi
Ab Teray Shehar Ki Galioyon Main Guthan Kaisi Hai

Baraf Kay Roop Main dhal Jain Gay Saray Rishtay
Mujh say Pocho Kay Muhabbat Main Agan kaisi Hai

Main Teray Wisal Ki Khuwahish Ko na Marnay Doon Ga
Mausam-e-Hijar Kay lehjay Main Thakan Kaisi Hai

Raigzaron Main Jo Banti Rahi Kantoon Ki RiDa
Uss Ki Majboor Sii Ankhoon Main Kiran Kaisi hai

Mujhe Masoom si Pagal Larki Pay Taras ata hai
ussay Dekho Tu Muhabbat Main Magan Kaisi Hai
Chehre pe khushi chah jati hai

Aankhon mein suroor aajata hai

Jab tum MuJhe Apna kehte Ho

Apne pe guroor Aajata hai
Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja,
Tumhe Apna dil deke tumhara dard liya,
Tumhare khel ko me samaj na saka,
Tumko bewafa kehne ka kabil na raha
Koi es tarah say meray sath adawat tu karta
Qaid kar leta mujhay aur hakumat tu karta
Meinay yeh kab kaha tha k woh sab ko chor day
Woh Apnay andaz say karta par mohabbat tu karta
Shaam hotay hee woh chokhat par jala kar shamma
Apni aplkon pay kai khwab sajati ho gee
Is nay silwa bhi liye hongay siyah rang k libaas
Ab moharam k tarah eid manati ho gee
Meray tareek zamanay say nikalnay wali
Roshni tujh ko meri yaad dilate ho gee
Dil ki masoom raggin khud he sulagti ho gee
Jonhi tasveer ka kona woh jalati ho gee
Roop day kar mujhay is mein shezaday ka
Apnay bachon ko kahani woh sunati hogee