Apna SMS Messages777 messages

Dard bhari zindagi ka suraag dhondte hai
hai andhera bhut yaha eak chiraag dhondte hai banaye thy tamsha zindagi ko es tarh
ke un mherbaano ka elaaj dhondhte hai koi en andhero main meri dil ki shmma jala de
hum apni badnasibi ka raaz dhnodhte hai hasrat ka aayina ye pather dil se toot gaya
sisho ke en tokdo main Apna aaj dhondhte hai maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya
dil ko bhlane ke liye koi haseen khaab dhondhte hai
Wafa ruswa nahe krna,
Suno aisa nahe krna,
Main pehlay he akela hon,
Mujhe tanha nahe krna,
Bohat massrrof ho jana,
Tou socha nahe krna,
Bharosa bi zaroori hy,
Magr sab ka nahe krna,
Muqadar phir muqadar hy,
Kabi daawa nahe krna,
Jo likha hy wo hona hy,
Kabhi shikwa nahe krna,
Meri takmeel tm se hy,
Mujhe aadha nahe krna,
Haqiqat hy milan Apna,
Isay sApna nahe krna,
Humain tm yaad rehty ho,
Humain bhoola nahe krna
Jab Aapka Naam Zaban Par Aata Hai,
Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai.

Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna
Jo Haste Hue har waqt Yaad Aata Hai

Written By Piprani
Bachpan ke dukh bi kitne ache the,

tab to sirf khilone tuta karte the.

Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,

titli ko pakad ke uchhla karte the.

Paoon maar ke khud barish ke pani mae,

Apna aap bhigoya karte the.

Ab to ek aansu bi rusva kar jata hai,

bachpan mein to dil khol ke roya karte the.
Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar Apna banaya nahi jata
Mana kee gum bahut zyada hai..

Par Apna bhee … sab se chupa ke muskurane ka irada hai..

Tu badha de is dard kee siddat jitnna bhee ho sake..

Par Apna bhee zindagi se jeene ka wada hai
apni aghoosh main ik rooz chupa loo mujh ko ,
gham-e-duniya se meri jaan bacha loo mujh ko ,
in hi isharoon me de di ha ijazat maine ,
mangne se na milloo to chura loo mujh ko ,
apne saye se bhi ap to mujh ko dar lagta ha ,
ho jo mumkin to nigahoon me basa lo mujh ko ,
unhe likhna ha ik rooz khat me ye jana ,
main to khud ka bhi nahi Apna bna lo mujh ko.
main lafjo se kuch bhi izhaar nahi karta,iska matlab yeh nahi ki main usse pyar nahi karta,cahata hoon main usse aaj bhi par uski soch main Apna waqt bekaar nahi karta,kahin tamasha na ban jaye mohabbat meri isliye ape dard ko izhar nahi karta, jo kuch mila hai usi mai khush hoon main, uske liye khuda se takrar nahi karta,par kuch to baat hai uski fitrat mai jalim warna usse cahane ki khata baar-baar nahi karta.
Tere naam se Apna naam jhoor loon aye sanam,
Teri sansoon se apni sanseen jhoor loon aye sanam,
Thaam loon hathoon mein hath yunhi umar bhar,
Zindagi ki sham ho jaye teri bahoon mein aye sanam...

MAHEK
Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par nakab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shyad vo use dilo jan se chahata tha
Woh use baar baar kehta “Muh se naquab hata do Apna chand sa mukhada dekha do”.
Par ladki ne muh se naquab na hataya Ladke ko Apna chehra na dikhaya
Kai din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan se rehne lagi
Kisi terha puchte puchte woh uke ghar pahochi.
Padosiyon ne kaha “ Mahotarma aap ko aane main thodi der ho gaye us deewane ke to saat roz pehle he mot ho gaye”.
Padosi ne Apna farz nibhaya ladki ko ladke ke kabar tak pahuchaya
Ladki zor zor se rone lagi apne aansuon se kabar ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aaye
“Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj humare chehre par hai”
Small love story

Gali se ek ladki guzra karti thi

Uske chehre par naqab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shayad woh use dilo jaan se chahata tha

Woh use baar baar kehta

"Muh se naqaab hata do Apna chaand sa mukhda dekha do".

Par ladki ne muh se naqaab na hataya Ladke ko Apna chehra na
dikhaya.



Kayi din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya

Ladki kuch pareshan si rehne lagi

Kisi tarah poochte poochte woh uske ghar pohochi.



Padosiyon ne kaha " Mohtarma, aap ko aane main thodi der ho gaye us
deewane ke to saat roz pehle hi maut ho gaye".
Wo to AMBER hai,Isay Apnay anchal pay Chand sajany ka haq hai,
Me tu fakat khushbo ho,Khushbo ka mokadar tu'' azal se bikhar jana he likha hai.