Andha SMS Messages87 messages

WADA KARO K Mere Marne Par Aogay

Or Mujhey Apne Hathon Sy Dafnaogay

Aogay Meri Maiyat Pe Apno Ki Tarha

Saamne Duniya K Aanson B Bahaogay

Bataogay Na Ksi Ko Hamari Alhedgi Ka

Wohi Purana Piyar Duniya Ko Dikhaogay

Dogay Sab Sy Ziyada KAndha MujheUmar Bhar Mere Naam Sy Na Ghabraogay

Chorh K Zamane Bhar Ki Khushiyan Mere Liye

Or Mere Dil Sy Apna Gham B Mitaogay

Roz Aaya Karogoy

Tum Meri Qabar pe

Or Bakhshish K Liye Haath B Uthaogay

WADA KARO"
Kon Hai Suraj Kon Hai Saya Mai Bhi Socho''n Tu Bhi Soch
Kis Ne Pehle Haath Churaya Main Bhi Socho''n Tu Bhi Soch

Jis Ki Khatir Sahil Sahil Sipiyan Chunte Beet Gaye
Kyun Wo Moti Haath Na Aaya Main Bhi Socho''n Tu Bhi Soch

Kis Ko Kitna Naam Mila Aur Kis Ko Kia Ilzaam Mila
Kis Ne Kis Ka Waqt Ganwaya Main Bhi Socho''n Tu Bhi Soch

Kis Ne Kitni Aas BAndhai Kis Ne Kitni Jaan Churaai
Kis Ne Kitna Saath Nibhaya Main Bhi Socho''n Tu Bhi Soch

Hum Tou Ta''aluq K Bare Main Sochne Par Majbuur Huey
Jeevan Main Ye Din Kyun Aaya Main Bhi Socho''n Tu Bhi Soch
Mai Bujhe Giya Hoon~!~

Ik Diya Hoon

Taiz Hawaon Kai Jhonkon Sai
Bus Bujhe Giya Hoon

Mai Jalraha Tha Barsoon Sai
Nibbat Raha Tha Arsoon Sai

Ab Bujhe Giya Hoon
Haan Ik Diya Hoon

Jalta Tha To Roshni Thi
Andhairoon Mai Ghir Giya Hoon

Mai Bujhe Giya Hoon
Ik Diya Hoon

Mujhe Sai Wabasta Saatoon Nai
Moon Mujhe Sai Moor Liya Hai

Mairay Andhairoon Ko
Mairay Sang Akaila Chor Diya Hai

Bus Abb Aandhion Ka Intizar Hai
Maira Abb Rahna Baikaar Hai

Mai Bujhe Giya Hoon

Haan Ik Diya Hoon
Hamain jab Al-wida kehnay lago tow muskra daina..
Sitara sath ker daina..
K rastay mein Andhairay bhi tow aein gay..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina..
Hamain zaad-e-safar ko tumhari yaad ki sogaat kafi hai..
Tumharay sath mein guzra howa pal bhi ghaanimat hai..
kabhi tehray jo rastay mein..
Sunehari yaad ki surat tumhain ham-rah paein gay..
Tow ham tanha kahan hoon gay..
Magar phir bhi..
Hamain jab al-wida kehnay lago tow muskura daina..
Sitara sath ker daina..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina.. !
Yeh Adhoora PaN
Jaisay Adhi kaali raat,
Jaisay Aadha chand,
Jaisay bin sooraj kiran,
Jaisay bin badal barsaat,
Jaisay jungal mein tanha hiran,
Jaisay be Aawaz koiyal,
Jaisay Sookhi Kali,
Jaisay Thehra hoa paani,
Jaisay bin paani machhali,
Jaisay Andha Raahi,
Jaisay bikhari zulfein,
Jaisay dolhay bin baraat,

Aisay hi tum bin main,


Aur mera yeh Adhora PaN
Sirf bAndhan ko viswas nahi kehte,
Har aansu ko jazbat nahi kehte.
Kismat se milte hai ye riste zindagi mein,
isliye rishto ko Kabhi itefaq nai kehte
Al-Wida..
Hamain jab Al-wida kehnay lago tow muskra daina..
Sitara sath ker daina..
K rastay mein Andhairay bhi tow aein gay..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina..
Hamain zaad-e-safar ko tumhari yaad ki sogaat kafi hai..
Tumharay sath mein guzra howa pal bhi ghaanimat hai..
kabhi tehray jo rastay mein..
Sunehari yaad ki surat tumhain ham-rah paein gay..
Tow ham tanha kahan hoon gay..
Magar phir bhi..
Hamain jab al-wida kehnay lago tow muskura daina..
Sitara sath ker daina..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina.. !!
Aankho Me Aansu Bhi Hai Muskaan Bhi
Dhaago Me Gaathe Bhi Hai SAndhaan Bhi

Ye Dil Me Kaisee Kasak Hai…
Meri Chaahat Ajeeb Hai,Naadan Bhi

Sawarte Bhi Gaye Kabhi,Kabhi Bikhre Bhi
Khamoshi Hai Kabhi,Kabhi Tanhaai Bhi

Ye Kaise Aalam Me Rehne Lage Hum
Hasaate Hai Apne Aapko,Kabhi Rulaate Bhi

Dhoka Detaa Hai Kabhi Waqt,Kabhi Kabhi Kismat Bhi
Hum Inkaar Karte Hai Kabhi,Kabhi Izhaar Bhi

Naa Chedo Hume Hum To Gum Ho Chuke
Khuli Kitaab Bhi Hai Aur Band Kahaani Bhi
Kar baitha hai dil yaa muhabbat tumse,utni jitni kabhee kisi say nahi ki Jo mujhe tumhara dil kal ko todna pada to, mujhe bewafa na samjhna Baandh ke rakha hai mujhe aaj is duniya aur unke sanskaaron ne tumhare saath baAndha daaman khol dun, tu mujhe bewafaa na samjhna In nazron main muhabbat tumhara liya hai, ur hamasha tumhare liya hi rahegi Par ager kal ko tum say nazrein na mila paun, tu mujhe bewafaa na samjhna Dil hi dil main karti ayi hon aik arse say main ibadat sirf tumhari Kal ko kise aur ka hath thamna pade, tu mujhe bewafaa n
Barishon k mosam main.waqt k Andhairon main,mene us say pocha tha.Chor to na jao gay?Hath thaam kar usne ye bola tha??kaise chor sakta hon?Tum to jan ho apni?aur aaj aisa hai k waqt ki tamazat main..Vehshaton k mosam main..main nay uss say pocha .. chor k hi jana tha muskrati galion main to aas kyun jagai thi..?mere in sawalon par na wo chonka,na thehra..chaltay chaltay itna hi kaha bus..Mosam k khail hain.sab waqt ka tagayur hai.
Dharas hamain bAndhata tha dam Benazir ka...
Ta dair ab rulae ga gham benazir ka...

Daar-e-fanna se shehar-e-baqa muntaqil hue...
Maskan hua ha mulk-e-adam Benazir ka...

Us ne baray waqaar se ke zindagy basar...
Sir kr ska na koe b khum Benazir ka...
Raaton mein aagar na ashk bahaun tou kya karoon,
Ik pal bhi us ko bhool na paun tou kya karoon,
Maine suna hai un ko Andhare nahin pasand,
Raahon mein ab main dil na jalaun tou kya karoon,
Tum hee kaho chhod day jab zindagi bhi saath,
Phir maut ko gale na lagaun tou kya karoon,
Socha thaa kee chhod doon un ki gali,
Lekin kahin qaraar na paun tou kya karoon,