Andaz SMS Messages87 messages

"Kbi b kisi ese shakhs ko
nazar Andaz na kro jo tmhari
boht perwa krta ho,

warna kisi din tmhen ehsas hoga
k pathron ko ekattha krte krte
tmne heera ganwa dia."
Go My Sweet Sms.,

"Sweetheart" K Pas.,


Sweet Roads
Se Ho K.,

Sweet Smile K Sath.,

Sweet Mood K Sath.,

Sweet Se
Andaz Mey Kehna.,

".Sweet Dreams." :-)
Unsay dur janay ka irada na thaHamesha sath rahnay ka b vada na thaWoh yad na karein ge ye jantey thay hmPer itni jaldi bhool jaen gay Andaza na tha.
Unse roz milne ko DIL CHAHTA HAI.....
Kuchh sunne sunane ko DIL CHAHTA HAI.....
Tha kisi ke MANANE KA Andaz aisa....
Ki phir RUTH jane ko DIL CHAHTA HAI....
Nazar Andaz kaisay karein apko
Naron mein bithaya hai apko
Yad anay par royin bhi tu kaisay
Bartay hein jhukee jo palkein tu chubhein gee apko
Mai Ne Poocha Kaise Ho
Badley Ho Ya Waise Ho
Roop Wohi Andaz Wohi
Ya Phir Is Mein Hoi Kami
Hijr Ka Kuch Ehsas To Ho Ga
Koi Tumhare Pass To Ho Ga
Mai Bichra ye Majboori Thi
Kab Manzoor Mujhe Doori Thi
Saath Hamara Kab Choota Hai
Rooh Ka Rishta Kab Toota Hai
Aankh Se Jo Aansu Behte Hain
Tum Ko Khabar Hai Kya Kehte Hain?
Mai Ne Kaha Awaz Tumhari
Aaj Bhi Hai Hamraz Hamari
Phool Wafa K Khil Jayen Ge
Ik Din Hum Phir Mil Jayen Ge
Mohabbat Say, Inayat Say, Wafa Say Chot Lagti Hai,,Bikherta Phool Houn Mujh Ko Hawa Say Chot Lagti Hai,Meri Aankhon Main Aansoo Ki Tarha Ek Baar Aa Jao,Takaluf Say, Banawat Say, Aada Say Chot Lagti Hai,Main Shabnum Ki Zuban Say Phool Ki Aawaz Sunta Houn,Ajab Ahsaas Hai Apni Sada Say Chot Lagti Hai,Tujhe Khud Apni Majburi Ka Andaza Naheen Shayad,Na Ker Ahed-E-Wafa, Ahed-E-Wafa Say Chot Lagti Hai...!!!
zindagi mein sada haste raho,
hasna zindagi ki zarurat hai,
zindagi jiyo toh iss Andaz mein,
ki tumhe dekhkar sabko lage ..
zindagi kitni khoobsurat hai!
Dost ban kar bhi nahin saath nibhaaney wala
Wohi Andaz hai zaalim ka zamaaney wala

Ab usey log samajhtey hain giraftar mera
Sakht naadim hai mujhey daam main laaney wala

Kya Khabar thi jo meri jaan main ghula hai itna
Hai wohi mujh ko sardar bhi laaney wala


Tere hotey huey aa jati thi saari dynya
Aaj tanha hu to koi nahin aaney wala

Kya kahen kitney marasim they hamarey us se
Wo jo ik shakhs hai munh phaer kar jaaney wala
hai dua yaad magar harf e dua yaad nahi
mere nagmaat ko Andaz e nawa yaad nahi

hum ne jin k liye rahoun main bichaya tha lahoo
hum se kehte hain wohi eehd e wafa yaad nahi

zindagi jabar e musalsal ki tarhan kati hai
jane kis jurm ki pai hai saza yaad nahi

main ne palkoun se dar e yaar par dastak dii haii
main woh sahil hoon jisse koi sada yaaad nahi

kaise bhar aayein sar e shaam kisssi ki aankhein
kaise thari chiragoun ki zia yaad nahi

sirf dhundle sitaroun ki chamak deeekhi hai
kab howa kon howa mujh se khafa yaad nahi..

aaoo ek sajda karein alam e madhoshi main
loggg kehte hain SAGAR ko khuda yaad nahi......
Masoom muhabbat ka bas itna sa fasana hai,
kagaz ki haweli hai or barish ka zamana hai,
kya shart-e-muhabbat hai kya shart-e-zamana hai,
aawaj bhi zakhmi hai or geet bhi gana hai,
us paar utarne ki umeed bahut kam hai,
kashti bhi purani hai or tufan ko bhi aana hai,
samjhe ya na samjhe wo Andaz-e-muhabbat,
ek shakhs ko aankho se ek shair sunana hai,
bholi si ada koi fir ishq pe hai,
fir aag ka dariya hai or dud ke jana hai.
Kisi khas ko nazarAndaz kiya nhi jata,

jinhe bhul nhi skte unhe yaad kiya nhi jata.

Ye yaadein to sahil hai un lamho ki,

Jin lamho ko dobara jiya nhi jata.