Andaz SMS Messages87 messages

Ek din tujse rutkar dekhna hai,

tere manane ka Andaz dekhana hai.

abhi to do pal hi sath chale ho,

kab tak tum sath chaloge,

ek din yeh bhi dekhna hai.
Tum se roz milne ko dil chahta hai...

kuch sunne kuch sunane ko dil chahta hai...

Tha ap k mananai ka Andaz aisa...

Roz ruth janai ko dil chahta hai...
Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib,
Duniya mein sab hamraz badal jatay hain,

Kisi kay bicharne se koi mar nahi jata,
Haan magar jeenay k Andaz badal jatay hain!
Hum Na Badlein gay waqt ki raftaar kay sath Faraz


Hum jab b milen gay Andaz purana hoga..
Aj Mainy Osy Dekha Hai
Barsoon Bad
Dil Kuch Nae Andaz Se Dharka Hai
Barsoon Bad
Dil Chaha! K Barh Kar Roke Lo
Lakin
Zamane Ke Nigahoon Ne Saath Na Chora
Barsoon Bad
Dil Chaha! K Tery Rah Guzar ko Dekhta Hi Raho
Jany To Phir Kab Ay Barsoon Bad
Wohi Sochai''n , Wohi Baatai''n
Wohio Andaz , Ab Bhi Hy

Bohat Bechain Lagte Ho
Koi Tou Raaz Ab Bhi Hy

Main Kaise Us Ki Yaado''n
Aur Waado''n Se Nigah Phero''n

Wo Mujh Se Roothne Wala
Mera Humraz Ab Bhi Hy

Ye Tum Ho Is Ta''aluq Par
Pareshan Aur Nadim Ho

Magar Is Be-los Rishte Par
Mujhe Tou Naz Ab Bhi Hy ...
Ilfaz kuch nhi kahte Andaz-e-bayan bulta ha
Har shab mere ander daba insan bulta ha
Baton mein uski zara b pyas nahi hoti
Bus une ik pyasa insan bulta ha
Us Ka Andaz-e-Bayan
Hi Maar Deta Hy
''Faraz''

Wo haqeeqat Main
Pyaar Karey Ga Tou
Kia Ho ga ... !!
Mein tery Andaz ko bayan kis tarha karo....
Mein tere sadgi ka izhar kis tarha karo....

To chand se bhi zyada khubsorat hai sanam,
Mein kise insan se tere mushahbat kis tarha karo....

Wo phool jaisa chehra wo masoom sa tera dil,
Mein tere nazakat ki tareef kis tarha karo....
Un ke Andaz-e-Karam un pe wo aana dil ka,
Haye wo waqat wo baten wo Zamana dil ka,
Na suna uss ne tawajoh se Fasana dil ka,
Umer Guzri par Daed na jana dil ka,
Dil Lagi dil ki Lagi ban ke Mita deti ha,
Rog Dushman ko b Ya Rabb na lagana dil ka,
Wo b apnay na huye dil b geya hathon se,
Aisay aane se to behtar ha na aana dil ka,
Un ki Mehfil mein “PREET” un ke tabusam ki Qasam,
Hum dekhtay reh gae hath se jana dil ka,
Nazro ko teri mohbt se Inkar nahi hai

Ab mjhe kisi ka INTIZAR nahi hai

Khamosh agr hun to ye Andaz hai MERA

Tum ye nahi smjhna k mjhe PYAR nahi hai
Aaj yun mosam ne di jashan-e-mohabt ki khabr
Phoot phoot k rony lagy hen "main mohabbat aur tum"

Hum ne joon hi krliya mehsos manzil hai qareb
Rasty khony lagy hain "main mohabbat aur tum"

Chaand ki kirnon ne hum ko iss terha bosa diya
Devta hone lagay hain "main mohabbat aur tum"

Aaj phir mehroomiyon ki daastanain oarh kr
Khwab main sonay lagay hain "main mohabbat aur tum"

Kho gai awaz b , Andaz b , alfaz b,
Khamoshi dhondne lagy hain "main mohabbat aur tum