Aankhe SMS Messages123 messages

Tech: jab bijli chamkti ha
to hum ko roshni pehly aor
awaz bad me Q ati ha?


Sardar: Kyonki hamari Aankhen aagey hai aur kaan piche......
Baarish ki bunde deewana banaye,
tan ko bhigoye mann ki aag bhadkaye,
aaj jai sajan dur humare waqt ki baat hai,
par dil ko hum kaise samjhaye.

Labon par aye woh naam ho tera,
bheju jo woh paigaam ho tera,
Aankhein jo dekhe woh khawab ho tera,
dhadkan kare jiska intezar woh intezar ho tera.
Gulsan me bhanwron ka fera ho gya,
Purav me suraj ka dera ho gya.
Muskan ke saath Aankhe khol pyaare,
Ek baar fir se svera ho gya
"GOOD MORNING"
AiK dafa ka ziKar hY k mai sO raha tha, Bilkul aiSay (^_^)
,
.
phir mera phone baja,
.
mai uthgaia, bilkul aiSAy (*_*)
.
mene phone daikha to alarm tha,
.
time daikh ker meri Aankhein aur khul gai, bilkul aisay (O_O)

phr phr...

Phir mujhy yaad aya k SUNDAY hy

Mai phr so gya bilkul aisay
(^_^)
khwab marte nahin
khwab dil hain na Aankhen nasanse ki jo
reza-reza huai to bikhar jayenge
jism ki maot se ye bhi mar jayenge
khwab marte nahin
khuwab k phoolo ki tabeere kahani ho gayen khoon thanda pr gya ankhen purani ho gayen Jis ka chehra tha chamkte mousamo ki AArzoo uski tasweren bhi aur Aankhe khizani ho gayen dil bhr aaya kagaz khali ki surat dekh kar Jinko likhna tha wo sub batain zubani ho gayen Jo muqadar tha usay to rokna bus me na tha unka kya karte Jo batain na gahani ho gayen Reh gya dil me rang yaad e raftagan phool mehnge ho gaye qabrain purani ho gayen . . .
Qiyamat khez hain Aankhen tumhari!!
Tum aakhir khawab kis k dekhte ho...
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hai,
meri har aah har dard samjhti hai,
pata hai majbur hai tu aur main bhi,
phir bhi Aankhen didar ko tarasti hai
Batao wo Aankhe jinme Khwab nhi hai..
Batao wo Dil jisme Armaan nhi hai..
Batao wo Insaa jo pareshan nhi hai..
Ya sirf,batado wo Jameen jaha Aasman nhi hai..
majburiya hamari wo jaan na sake
farmano ko hamare wo maan na sake
kehte he wo hame mar kar bhi chahenge
jite ji hame jo pehchan na sake
nahi he shikayat tujhse ki dukh diya tune
hume hi shouq tha Aankhe zara bhigone ka
bahut aziz thi Aankhe meri jise kal tak
sabab bhi poochne na aaya mere rone ka
Pal Pal Dhadkane Bekarar,


Na Khud Pe Eitbar Na Dil Pe Ikhtiyar.


Unhi Ko Bhulane Ki Koshish,


Karti Aankhen Unka Intezar;


Aur Kya Kya Dikhaega Pyar?

Dil Diya ye mere pyaar ki haad thi,
Jaan di ye mere aitbaar ki haad thi,
Mar kar bhi reh gayee khuli Aankhen
unke liye ye mere intzar ki haad thi.