Your voice sha

Your voice sha
Your voice shall not be silenced because it brings life to my heart, ur wings shall not be broken because their motion removes the cloud of darkness from my heart.
  

May, 27 2010     164 chars (2 sms)     1933 views       Romantic

more Romantic SMS Messages

U"ll alwys b mine 4 now n 4ever.
U"ll alwys b mine 4 ur my treasure.
U"ll always b mine pls tel me its true.
Pls b mine 4everi"ll always luv u...!
Dil Hi Dil Mein Hum Tumhain Pyar Bahot Krtey Hain
Lekin Saach Hai K Bataney Se Bahot Dartey Hain

Khud Pe To Hai Yaqin Saanson Pe Magar Nahi.
Moat Se Nahi Aey "Khushi" Zindagi Se Hum Dartey Hain

~ Tum Bin ~
Apni Aankhon Ke Samunder Main Utar Jaane De...
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De...
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko...
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De...
U may miss me
U may ignore me
U may even forget me
But one day if u wanna c me
Dont search, just c ur shadow
i wil be thr...Trust Me!!
ban jaoon agher tum sa tumhain kesa lage ga ... har pal main rahoon tum se khafa kesa lage ga ....perteh ho tum mujh ko nammaz ki terhan .... ho jaoon agher tum se qazaa kesa lage ga ..tum pyaar main khud ko metane pe ho razii .... ban jayee agher pyaar saza kesa lage ga .... apne se bhi ziyada ho yaqeen tum ko kesi per ... who shaks hi de jayeee dagha kesa lage ga
meri rooh jesay kuchal gya,
koi shaks aisy badal gya,

ye kis ka harf-e- dua raha,
k main girty girty sanbhal gya,

teri yaad jab aany lagi,
mera dard jesy behal gya,

meri qismaton ka qaafla,
kisi aur janib nikal gya,

tumhain dekhty hain bysabab,
koi khawab mera machal gya,

mera patharon sa garoor tha,
magar tery aqgy pighal gya....
You are the twinkle of my eyes;
The smile on my lips;
The joy of my face;
Without you I am incomplete.
Mehfil me hasna to mera mizaz ban gaya,
tanhai me rona ek raaz ban gaya.
Dil ke dard ko chere se zahir na hone diya,
yahi zindagi jine ka andaz ban gaya.

Chehrey pe merey Zulf ko Phailaao kissi Din
Kiya Roz garaj-tey ho, baras jaao kissi Din

Raazon ki tarha utro merey Dil mein kissi shab
Dastak pe merey haath ki khul jaao kissi Din

Phoolon ki tarha “husn” ki baarish mein naha loon
Badal ki tarha jhoom ke ghir aao kissi Din

Khushboo ki tarha guzro merey Dil ki gali say
Phoolon ki tarha mujh pe bikhar jaao kissi Din

Phir haath ko khairaat miley bund qaba ki
Phir Lutf -e- shab-e-wasl ko dohraao kissi Din

Guzrein jo merey ghar sey tou ruk jaaein Sitaarey
Iss tarha meri Raat ko chamkaao kissi Din

Mein Apni har aik saans ussi raat ko dey doon
Sar rakh ke merey seeney pe so jaao kissi Din
An excellent saying...... ....
"The Dream is not what you see in sleep..,
Dream is the thing which does not let you sleep."
Boy: I wanna see you,I miss you.
Girl: I miss you too
Boy: Wanna hang out??
Girl : Of course Where?
Boy: In your arms....!!! ?
Wo Aatee Hain To Dil Mein Ik Kasak Mehsoos Hoti Hai

Mein Darti Hn K Kahin Is Ko Muhabbat To Nahi Kehty