MUNNA BHAI:

MUNNA BHAI:
MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re?
CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka!!!
ha ha ha
  

May, 26 2010     141 chars (1 sms)     3000 views       Funny

more Funny SMS Messages



Aik Pathan Ne Aik Pad Mara Phir Dosra,
3,4,5,6.
Kisi Ne Kha Khan Sahab Yeh Kya?
Pathan: Aaj Hum Ne Package Karaya Howa Hai... ;->


Congratulation!

Amir Khan Ne apni Film
K Second part k liay
ap ko Chun lia hai
Jiss Mai ap ka
Bohat Main Role Hai
Film Ka Name hai

Bayghairut zameen per
=Quotable Quotes=

To be is to do.
(by Socretes)

To do is to be.
(by Plato)

To be or not to be.
(by Shakespeare)

Do be do be do..
(by Scooby Doo)... ;->


Sabhi Pakistan Waasiyo se ye Binti ki Jaati Hai k.

Urdu Bhasha Bolty Samay Hindi Shabdon ka Prayog Na Karen.

Aur Shudh Urdu K Prayog ko Jeevan ka Ang Bana Len.


Dhanyawad!
''Thanks for not sending any SmS.. U hav bcum the Top contender for the "KANJUS RATNA" Award-2008! Na.. Na,, Sms mat karna''
Mosam shabab ka,
Nasha sharab ka,
Parda janab ka or rang gulab ka,
in sabme haseen , in sabme Lajawab dekho SMS padne wala "Chehara Janab ka."
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...
Sardar office ka tulla mar k ghar agaya
Wahn usne apni bv ko apne boss k7 dekha
Wo bhag k office waps agya or

bola: BAAP RE! BOSS NE DEKHLIA HOTA TO PAKRA JATA.

I love u bolo







mjy nai

apny jevan sthi ko

(\./)
/.".)"^----;";_
\,,/"( , , ) \
//\\ //\\

ab thankx kr k shrminda na karna..
Love:-


Love Is D Most

Beautiful Thing

In D World 4 U

Until It Happens

To Your Daughter :P
Taj Mehal Kya Cheez Hai Main To Us Se Bada Mahal Banaon Ga,

Aree Mumtaz To Marke Dafan Hui Thi,

Main Tujhay Zinda Hi Dafnao Ga.
Teacher 2 chiLd!

Tum bohat badtamez ho gaye ho batao kya saza dun tumhen??



Child:
Wo larki jo 2nd last seat pe bathi hai us K Sath bahir nikal dain;-)