2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!
Clerk ne oFFice fone karke boss se kaha: Sir mai 1 Week tak oFFice nahi aaonga, Meri Bewi taang torr bethi hai..
Boss: (Gusse me) Magar 1 Week tak TUM kiOn nahi aaogEy.?
Clerk: Actualy Sir aAp samjhe nahi, meri Bewi ne jo taang torri hai,
"WOH MERI HAI"