Sharabi ne Doctor se puchha-Aap meri sharab chuurva sakte ho? Doctor-Han kyun nahi. Sharabi-Toh Punjab Police ne meri 200 bottle pakdi hai. Pls chuurva do na.
Nikah k baad dulha: Molvi sahb apki fees? Molvi: Dulhan ki khubsurti k mutabik de do. Dulha ne 10 rupay diye aur chal diya. Achanak hawa ka jhoka aya or dulhan ka ghoonghat uth gya. Molvi: Ama miya baki paise to le jao;-