''''phele bhunwa k khaein kaleji ki botian
mshooq ne dikar li phir dekh bhal kay
is mein qasoor aashiq-e-marhoom ka b tha
kaghaz rakh dia tha kaleeja nikal k..''''
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''